Mulzim (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mulzim 1988 Information of Bollywood movie Mulzim (1988)

Details on Dialogues from Bollywood movie Mulzim released in year 1988.

Dialogues
1) Duniya mein ooncha naam kamane waale waqt se pehle apne iraade zahir nahi karte
by Suresh Oberoi
in Time
tagged as: Time

~~ ~~
2) Ek achcha insaan banane ke liye aadmi ko puri zindagi bhi kam padti hai … aur bura insaan banane ke liye sirf ek lamha kaafi hai
by Hema Malini
in Drama
tagged as: Drama, Life, Time

~~ ~~
3) Hukumat karne waale ke haath se taqat aur aurat ke haath se jab mard nikal jaata hai … toh woh dono zyada der tak chup nahi reh sakte
by Ghanshyam Rohera
in Women
tagged as: Men, Women

~~ ~~
4) Zehar ko amrit banaya jaa sakta hai … lekin aaise insaan ko dus janam tak insaaniyat ka sabak sikhane ke bawajood … insaan nahi banaya jaa sakta
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Duniya mein jis insaan ka zameer zinda hai … woh maut bardasht kar lega lekin apni beizzati aur apmaan nahi
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
6) Ladki hai ya naram naram double roti … isko dekhte hi mohabbat ke pet mein bhook lag jaati hai
by Asrani
in Women
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Women

~~ ~~
7) Kanoon saboot ki nazaron se dekhta hai … aur gawah ki zubaan ko samajhta hai aur sunta hai
by Shatrughan Sinha
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
8) Jiske dil mein aag lagi hoti hai … uski insaaniyat bhi ussi aag mein jalkar khaak ho jaati hai
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mulzim (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *