Zalzala (1988) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Zalzala 1988 Information of Bollywood movie Zalzala (1988)

Details on Dialogues from Bollywood movie Zalzala released in year 1988.

Dialogues
1) Tum mujhe giraftar toh kar sakte ho magar sazaa nahi de sakte … jis din maine tujhe giraftar kar liya na … us din kanoon bhi mera hoga aur sazaa bhi meri
by Danny Denzongpa
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
2) Main tumhare jism ke har ang ko apni mohabbat ke sone se sajja doonga
by Shatrughan Sinha
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
3) Mohabbat ke liye mahalon ki nahi … dilon ki zaroorat hoti hai
by Shatrughan Sinha
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
4) Mujhe Raj Mahal ki zindagi chahiye … aur kisi Taj Mahal ki maut
by Kimi Katkar
in Money
tagged as: Death, House, Money

~~ ~~
5) Aaise tadpa tadpakar maroonga … ki maut bhi teri laash ko dekhkar kaanp uthegi
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
6) Raaste badal sakte hai, saathi badal sakte hai … magar manzil kabhi nahi badalti
by Kimi Katkar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Gareeb sapne zaroor sajja sakta hai … magar usse poora nahi kar sakta
by Shatrughan Sinha
in Dreams
tagged as: Drama, Dreams

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Zalzala (1988), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *