Agneepath (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Agneepath 1990 Information of Bollywood movie Agneepath (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Agneepath released in year 1990.

Genre Action, Crime, Drama, Foreign

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Mithun Chakraborty, Madhavi, Neelam Kothari, Danny Denzongpa, Archana Puran Singh
Director
Mukul Anand
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dushman se agar fayda ho … toh usko apna dost banalo
by Amitabh Bachchan
in Enemy
tagged as: Enemy, Friendship

~~ ~~
2) Vijay Dinanath Chauhan … poora naam
by Amitabh Bachchan
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
3) Sawaal jis zabaan mein kiya jaye … jawaab us hi zabaan mein dena chahiye
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Is duniya mein tarakki karne ke liye … na bolna bahut zaroori hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Galat cheez banaya telephone … udhar se aadmi soochta kuch hai, bolta kuch hai, karta kuch hai
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
6) Kehne ko yeh shehar hai, sirf kehne ko … par idhar jungle ka kanoon chalta hai
by Amitabh Bachchan
in City & Places
tagged as: City & Places, Law & Order

~~ ~~
7) Waqt pe pahunchneka apna purana aadat hai
by Amitabh Bachchan
in Time
tagged as: Time

~~ ~~
8) Idhar har taqatwar apne se kam ko maarkar jeeta hai malum? … maarkar
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Apna ussool kehta hai … har galati ki saza maut hai … sirf maut!
by Danny Denzongpa
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
10) Apna ussool kehta hai … jab dushman ki umar badh jaaye toh usse dosti karlo … apni umar badh jaati hai
by Danny Denzongpa
in Enemy
tagged as: Enemy, Friendship, Life

~~ ~~
11) Aaj shaam che bajhe maut ke saath apna appointment hai
by Amitabh Bachchan
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
12) Manzil ko paane ke liye insaan jab apne hi aasoon, khoon aur pasine mein lat-pat ho jaata hai … toh mushkilen uska raasta kabhi nahi rok sakti
by Alok Nath
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
13) Kamzor ki dosti … taqatwar ke vaar ko kam kar deti hai
by Danny Denzongpa
in Friendship
tagged as: Drama, Friendship

~~ ~~
14) Yeh che foot ka body ludkane ke liye char inch ka goli kam pad gaya malum?
by Amitabh Bachchan
in Rowdyism
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
15) Sachchai ke raaste par chalne waalo ko … duniya ki parwah nahi karni chahiye
by Alok Nath
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty, World & Universe

~~ ~~
16) Buzdil hota hai woh insaan joh doosre ke bataye huye paap ke raaste par chalkar … apni sharafat ko apne pairo tale raund daalta hai
by Alok Nath
in Drama
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
17) Is duniya mein zinda rehne ke liye … bhigda hua hona bahut zaroori hai
by Amitabh Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
18) Andhere ko agar mitaana ho … toh diye ko apne sarr mein aag lagani padti hai
by Alok Nath
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
19) Apna ussool kehta hai … daayen haath se jurm karo … baayen haath ko pata bhi na chale
by Danny Denzongpa
in Crime
tagged as: Crime, Drama

~~ ~~
20) Sirf tere haath hi nahi … tera shareer, teri aatma, sab maile ho chuke hai
by Rohini Hattangadi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
21) Maine tumhe maa ke kadmo ke neeche swarg dhoondne ka paath padaya … aur tum tawaif ke kadmo ke neeche nark dhoondne chale aaye ho
by Alok Nath
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
22) Insaan bhi pehle janwar tha … sadiyan lagi usse janwar se insaan banne mein … lekin tujhe insaan se janwar banne mein zara bhi waqt nahi laga
by Rohini Hattangadi
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
23) Tum apni maut ki taraf chal nahi … balki daud rahe ho
by Vikram Gokhale
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
24) Agar aaisa ho gaya toh apna khopdi phir jayega … aur tumhara mundi kat jayega
by Danny Denzongpa
in Rowdyism
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
25) Apna ussool kehta hai … agar fayda ho toh jhoot ko sach maan lo … dushman ko dost bana lo
by Danny Denzongpa
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy, Friendship

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Agneepath (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *