Ghayal (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Ghayal 1990 Information of Bollywood movie Ghayal (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Ghayal released in year 1990.

Genre Action, Thriller, Foreign

Persons
Actor
Sunny Deol, Meenakshi Sheshadri, Moushumi Chatterjee, Raj Babbar, Amrish Puri
Director
Rajkumar Santoshi
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Jakh marti hai police, utaar kar phenk do yeh vardi aur pehan lo Balwant Rai ka patta apne gale mein … you bastards
by Sunny Deol
in Police
tagged as: Police

~~ ~~
2) Andhe behron ka shehar hai yeh … patthar hai yeh sab ke sab … yahan toh bas sarr phoda ja sakta hai
by Sunny Deol
in City & Places
tagged as: City & Places, Drama

~~ ~~
3) Woh aayega, zaroor aayega … aur apne saath ek aaisa toofan layega … jisse tumhari yeh maut ki factory, reth ke gharonde ki tarah deh jayegi
by Meenakshi Sheshadri
in Action
tagged as: Action, Death, House

~~ ~~
4) Rishwatkhori aur makaari ne tum logon ke jism mein maa ke doodh ke asar ko khatam kar diya hai
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Main tera woh hashar karoonga … ke tujhe apne pehda hone par afsoos hoga
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
6) Jakar dumm hilana unke samne … talwe chatna … botiyaan phekenge botiyaan!
by Sunny Deol
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks

~~ ~~
7) Aane waale chaubis ghanto mein tumhare chaubis tukde karke … har tukde ka alag alag antim sanskar karoonga
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action, Time

~~ ~~
8) Is chot ko apne dil aur dimaag par kayam rakhna … kal yahi aasoon kranti ka sailaab bankar is mulk ki sari gandagi ko baha le jayenge
by Sunny Deol
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism

~~ ~~
9) Joh zindagi mujhse takrati hai … woh sisak-sisakar dum todhti hai
by Amrish Puri
in Life
tagged as: Action, Life

~~ ~~
10) Tumhari oonchi shakhsiyat … aur sharifana libaas ke peeche chupe shaitan ko main pehchaan chuka hoon
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Ghayal (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *