Sheahnaag (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sheahnaag 1990 Information of Bollywood movie Sheahnaag (1990)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sheahnaag released in year 1990.

Dialogues
1) Maut aur badnaseebi do hi aisi cheezein hai … joh bagair khabar kiye aate hai
by Danny Denzongpa
in Death
tagged as: Death, Luck & Destiny

~~ ~~
2) Maut sabse halki sazaa hoti hai
by Danny Denzongpa
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
3) Chinta aur chitta mein sirf ek bindu ka farak hai
by Danny Denzongpa
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Insaano mein kuch log zehreelay saanpo se bhi zyada khatarnak hote hai … aur kuch log devtaon se bhi zyada mann ke sachche aur achche
in Drama
tagged as: Animals & Birds, Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
5) Dil mein gandagi lekar paida hone waala insaan … kabhi amar nahi ho sakta
by Jeetendra
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Joh pehli saans lene ki choot deta hai … wohi aakhri saans par rok laga sakta hai
by Rekha
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
7) Joh baap apni beti ko apne faide ke liye istemaal karte hai … usse kothi mein nahi, kothe pe rehna chahiye
by Mandakini
in Parents
tagged as: Drama, House, Parents

~~ ~~
8) Mangalsutra ek aisi cheez hai jiski keemat ek suhagan hi bata sakti hai
by Rekha
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
9) Ek patni ke liye vidhva bankar jeene se toh achcha hai … ki woh suhaagan ki maut mare
by Rekha
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife, Women

~~ ~~
10) Pyar ek aisi cheez hai … aadmi toh aadmi, janwar bhi dost ban jaata hai
by Rishi Kapoor
in Drama
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
11) Saanp ka zeher sirf uske daanton mein hi nahi … balke uski phook mein bhi hota hai
by Jeetendra
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
12) Har aadmi insaan nahin hota
by Rekha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Sansar ka yeh niyam hai ke paapi kabhi amar nahi hote
by Jeetendra
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
14) Baap ke saath beti ki har vachan shaadi ke mandap mein jal kar raakh ho jaata hai … aur pati ko diya hua vachan shareer ki raakh ho jaane ke baad bhi nibhana padta hai
by Anupam Kher
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sheahnaag (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *