Swarg (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Swarg 1990 Information of Bollywood movie Swarg (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Swarg released in year 1990.

Genre Drama

Persons
Actor
Rajesh Khanna, Govinda, Madhavi, Juhi Chawla, Dilip Dhawan, Raja Bundela, Neena Gupta, Mahesh Anand, Vikas Anand, Master Bhagwan
Director
David Dhawan
Producer
Nandu G. Tolani
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Bhagwan toh hamesha bhagwan hi rehta hai … uski har haal mein puja ki jati hai … chahe woh apne bhakt ko sukh de yah dukh
by Govinda
in Religion & God
tagged as: Happiness, Religion & God, Sadness

~~ ~~
2) Duniya mein gareeb pehda hona koi jurm nahi, koi paap nahi … magar gareeb marna sabse bada jurm hai, sabse bada paap hai
by Govinda
in Drama
tagged as: Crime, Drama

~~ ~~
3) Duniya ka koi insaan bura aadmi nahi hota … koi aadmi apni maa ke pet se bura pehda nahi hota … koi chor apni khushi se chori nahi karta … koi daaku apni khushi se daaka nahi dalta … koi tawaif apni khushi se apna jism nahi bechti … waqt aur halaat insaan ko bura banne pe majboor kar dete hai
by Govinda
in Time
tagged as: Happiness, Thief & Criminal, Time

~~ ~~
4) Jab tak swarg mein devta nahi hota … swarg, swarg nahi hota hai
by Govinda
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
5) Gareeb ki kismat us par kuch dino ke liye meherbaan toh ho sakti hai … magar hamesha ke liye savar nahi sakti
by Govinda
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
6) Bahadur ko uski bahaduri fasati hai … aur darpok ko uska dar
by Paresh Rawal
in Drama
tagged as: Courage, Drama

~~ ~~
7) Agar rishwat lete huve pakde jao … toh rishwat dekar choot jao
by Paresh Rawal
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
8) Dushmani karo toh dushman ko raaste ka bhikhari bana do … taaki woh haath failaye, haath utha na sake
by Paresh Rawal
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
9) Uparwaale ki lathi mein awaaz nahi hoti
by Govinda
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
10) Ek door ka chacha hai aur ek mooh boli bhabhi … door ka chacha mujhse door hi rehta hai … aur mooh boli bhabhi kabhi mujhe mooh nahi lagati
by Satish Kaushik
in Family
tagged as: Comedy, Family

~~ ~~
11) Kahi apne begaane ho jaate hai … aur kahi begaane apne ho jaate hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Saanp aur imaandar aadmi dono ek saath mil jaye … toh pehle imaandar aadmi ko maar daalo
by Paresh Rawal
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Truth & Honesty

~~ ~~
13) Khana hai toh chaata bhi kha lo … magar byaj ke saath vapas karo
by Paresh Rawal
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Gareeb ka gareeb se toh woh rishta hota hai … joh bhai ka bhai se nahi hota … bete ka baap se nahi hota
by Satish Kaushik
in Family
tagged as: Drama, Family

~~ ~~
15) Yeh kursi bhi bewafaa mehbooba ki tarah hai … aaj iski toh kal uski
by Bharat Kapoor
in Politics
tagged as: Lies & Cheating, Politics

~~ ~~
16) Der se uthna sehat ke liye buri baat hoti hai
by Govinda
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Swarg (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *