Lamhe (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Lamhe 1991 Information of Bollywood movie Lamhe (1991)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Lamhe released in year 1991.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Anil Kapoor, Sridevi Kapoor
Director
Yash Chopra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Pyar aur dard ki koi seema nahi hoti
by Sridevi
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
2) Khane ka shaunk aapko bhi hai, khane ka shaunk mujhe bhi hai … ghumne ka shaunk aapko bhi hai, ghumne ka shaunk mujhe bhi hai … gappe ladane ka shaunk aapko bhi hai, gappe ladane ka shaunk mujhe bhi hai … aur sabse zyada important baat yeh hai … ki hasne ka shaunk aapko bhi hai aur hasne ka shaunk mujhe bhi hai
by Sridevi
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
3) Sawaal ke jawaab mein sawaal nahi kiya jaata
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Sabhi badhe hote hai … magar koi apne badhon se bada nahi hota
by Sridevi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Jinhe ulfat ki khushiyan mil sake woh shaunk se lele … hum mein chhodo hum toh apni kismat aazma behte
by Anupam Kher
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
6) Mohabbat ke paas business sense hi toh nahi hoti … tabhi toh woh fayde aur nuksaan ke bare mein nahi sochti … issi liye aam taur pe har love story tragedy par hi khatam hoti hai
by Anupam Kher
in Romance
tagged as: Business, Drama, Romance

~~ ~~
7) Pyar mein dil ki baat dil mein nahi rakhni chahiye … keh zaroor deni chahiye
by Anupam Kher
in Romance
tagged as: Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Lamhe (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *