Narsimha (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Narsimha 1991 Information of Bollywood movie Narsimha (1991)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Narsimha released in year 1991.

Genre Action

Persons
Actor
Sunny Deol, Dimple Kapadia, Urmila Matondkar, Om Puri, Ravi Behl
Director
N. Chandra
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Eent aur patthar jawab dene ke liye nahi hote … ghar banane ke liye hote hai
by Sunny Deol
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
2) Kuch raaston par sirf akele hi jaya ja sakta hai … sirf akele
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Haveliyon ke farmaan ab kanoon nahi hote … Hindustan azaad ho chuka hai
by Sunny Deol
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
4) Hum mein apni hifazat ke liye … khareede hue gunday rakhne ki aadat nahi hai
by Dimple Kapadia
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
5) Joh ilzaam kisi ki zindagi tabah kar sakte hai … woh ilzaam sirf saboot ke saath hi lagane chahiye
by Urmila Matondkar
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
6) Jab taqat andhi ho jati hai … toh woh taqat nahi vaishat ban jati hai
by Dimple Kapadia
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Mujhe koi nahi maar sakta … na aage se, na peeche se, na daayen se, na baayen se … na aadmi, na janwar, na astra, na shastra
by Om Puri
in Action
tagged as: Action, Rowdyism

~~ ~~
8) Bhatka hua insaan, aag ki bhatki hui lapton jaisa hota hai … inka koi rukh, koi disha nahi hoti
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Main jab bhi karta hoon, insaaf hi karta hoon
by Om Puri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Mera farmaan aaj bhi iss shehar ka kanoon hai
by Om Puri
in Law & Order
tagged as: City & Places, Law & Order

~~ ~~
11) Mujhe padna aata hai … joh shabhdon mein likha hai woh bhi … joh shabhdon mein nahi likha hai woh bhi
by Shafi Inamdar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Joh janta ko pair ki jooti samajhta hai … woh ek din zaroor janta ke joote khata hai
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy

~~ ~~
13) Arre kahan shaitan ke ghar mein Satyanarayan ki puja rakhne ki baat kar raha hai yeh
in Comedy
tagged as: Comedy, Religion & God

~~ ~~
14) Har jooti yeh soochti hai ki woh pagdi ban sakti hai … magar jooti ki kismat hai ki usse pairon tale raunda jaye … aur pagdi ka haq hai ki usse sar par rakha jaye
by Om Puri
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
15) Aadmi koi patthar nahi hai ki ek baar jaisa ban gaya, zindagi bhar waisa hi bana rahega
by Shafi Inamdar
in Drama
tagged as: Drama, Life

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Narsimha (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *