Prem Qaidi (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Prem Qaidi 1991 Information of Bollywood movie Prem Qaidi (1991)

Details on Dialogues from Bollywood movie Prem Qaidi released in year 1991.

Genre Drama, Romance

Dialogues
1) Pyar puja ke barabar hota hai
by Harish Kumar
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Bhagwan ke prasad ko na karna paap hai
by Karisma Kapoor
in Religion & God
tagged as: Religion & God

~~ ~~
3) Kutte ko darwaaze ke bahar hi baithna chahiye … aur aadmi ko ghar ke andar hi
by Rama Vij
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, House

~~ ~~
4) Woh log bhi is duniya mein nahi rahe … joh dharm ki deewar khadi karke pyar ke aade aaye
by Rama Vij
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
5) Zindagi complications ka combination hai
by Dalip Tahil
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
6) Gussa karne wali maa se gumrah karne wala baap kabhi bada nahi hota
by Rama Vij
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
7) Agar pati achcha na ho, toh aulad ke bharose jee sakte hai … aur agar aulad galat raaste par chalne lage, toh pati ke bharose jee sakte hai
by Rama Vij
in Husband & Wife
tagged as: Drama, Husband & Wife

~~ ~~
8) Gareeb ko sirf roti ka sapna dekhna chahiye … pyar ka nahi
by Bharat Bhushan
in Dreams
tagged as: Drama, Dreams, Food & Drinks

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Prem Qaidi (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *