Mashooq (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Mashooq 1992 Information of Bollywood movie Mashooq (1992)

Details on Dialogues from Bollywood movie Mashooq released in year 1992.

Genre Drama, Romance

Dialogues
1) Main yoon hi bekhudi mein keh gaya hoon dilruba tumko … khuda ka khauff na hota toh keh deta khuda tumko
by Ayub Khan
in Shayari
tagged as: Religion & God, Romance, Shayari

~~ ~~
2) Wafa ki aag hum zalim tere dil mein laga denge … kasam teri kisi din ishq karna bhi sikha denge
by Ayub Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Naam hai ishq mera, husn ka deewana hoon … kabhi bhanwara kabhi bulbul, kabhi parwana hoon … mere hi dum se haseeno mein mohabbat jaagi … naaz-o-andaz-o-adashokhi shararat jaagi … jab haseen log mera naam liya karte hai … dono haathon se jigar thaam liya karte hai … phir bhi tanhai ka ehsaas liye phirta hoon … ek dariya hoon magar pyaas liye phirta hoon
by Ayub Khan
in Poem
tagged as: Poem, Romance

~~ ~~
4) Hum ahl-e-ishq hai, teer aur talwar se nahi darte … nazar bhar dekh lo zalim toh khud hi mar jaayein
by Ayub Khan
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Mashooq (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *