Prem Deewane (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Prem Deewane 1992 Information of Bollywood movie Prem Deewane (1992)

Details on Dialogues from Bollywood movie Prem Deewane released in year 1992.

Genre Romance

Dialogues
1) Amir aadmi kabhi kabhi itna gareeb hota hai … ki uske paas paise ke sivah aur kuch nahi hota hai
by Jackie Shroff
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
2) Main samajhti thi ki shaadi do insaano mein hoti hai … lekin tumhare pitaji se pata chala ki shaadi ek insaan ki doosre insaan ke saath nahi … ek bank balance ki doosre bank balance ke saath, ek haisiyat ki doosre haisiyat ke saath, ek rutbe ki doosre rutbe ke saath hoti hai
by Madhuri Dixit
in Marriage & Wedding
tagged as: Marriage & Wedding, Money

~~ ~~
3) Ladki jab ek baar suhag ka joda pehenle aur uski shaadi na ho … toh wohi joda uske liye kafan ban jaata hai
by Manohar Singh
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Marriage & Wedding, Women

~~ ~~
4) Main woh keeda hoon joh ek baar jism se lag jaye … toh poora khoon choosne ke baad hi chhodta hai
by Prem Chopra
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Rowdyism

~~ ~~
5) Dard ka ehsaas jinhe hota hai ro sakte hai … gair ke ashq bhi daaman ko bhigo sakte hai … neend aati nahi phoolon pe akalmandon ko … prem deewane toh kaanton pe bhi soo sakte hai
in Poem
tagged as: Flowers & Trees, Poem

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Prem Deewane (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *