Zulm Ki Hukumat (1992) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Zulm Ki Hukumat 1992 Information of Bollywood movie Zulm Ki Hukumat (1992)

Details on Dialogues from Bollywood movie Zulm Ki Hukumat released in year 1992.

Genre Action

Dialogues
1) Kabhi kabhi kahin ruk jana hi achcha hota hai … varna manzil peeche reh jaati hai aur insaan aage nikal jaata hai
by Shakti Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Hamara yeh pesha shatranj ki bisat se kam nahi … chote se chote mohre ko maarne ke liye hum mein dekhna padta hai … ki uska vazir kaun hai, badshah kaun hai
by Dharmendra
in Sports & Games
tagged as: Business, Sports & Games

~~ ~~
3) Main us haramzade ko aaisi bhayanak maut doonga … ki kaali duniya ka har mujrim gaddari ke naam se kaanp uthega
by Shakti Kapoor
in Death
tagged as: Action, Death, Thief & Criminal

~~ ~~
4) Gussa insaan ka sabse bada dushman hai … jisse gusse par kabu nahi, woh kisi cheez par kabu nahi rakh sakta … gussa insaan ki akal ko kha jaata hai
by Dharmendra
in Inspiration
tagged as: Enemy, Inspiration

~~ ~~
5) Prem ki sabse badi kushalta yeh hai … ki is mein lene waala bhi kuch deta hai aur dene waala bhi kuch paata hai
by Paresh Rawal
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Romance

~~ ~~
6) Aaj main apni hukumat ki adaalat ka gawah bankar, vakil bankar, judge bankar … tum jaise khoon ka sauda karne waale saudagar ko sazaa deta hoon … sazaaye maut
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action, Death

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Zulm Ki Hukumat (1992), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *