Bhagyawan (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Bhagyawan 1993 Information of Bollywood movie Bhagyawan (1993)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Bhagyawan released in year 1993.

Genre Action, Drama, Family, Foreign

Persons
Actor
Govinda, Juhi Chawla, Pran
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Jis din kisi ghar ki deewaron ke kaan nikal aate hai … us din us ghar ki buniyaad mein dimak lag jaati hai
by Pran
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
2) Shaadi karne ka sirf ek hi faiyda hai … ki agar aadmi markar narak mein bhi jaaye … toh lagta hai swarg mein aa gaya
by Pran
in Marriage & Wedding
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding

~~ ~~
3) Tum gareeb ki izzat cheen sakte ho … uski kismat nahi
by Pran
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny

~~ ~~
4) Pati ek bank balance hota hai, ek tijori hota hai … jis mein se paise nikaal nikaalkar gehne banwao, sareeyan khareedo, mauj karo mauj … lekin unka dil rakhne ke liye kabhi unka sar dabao, kabhi unke pair dabao … haala ki dil toh karta hai ki unka gala dabao, taaki jhanjhat hi khatam
by Aruna Irani
in Husband & Wife
tagged as: Comedy, Husband & Wife, Money

~~ ~~
5) Mera farz is vardi ka mohtaj nahi hai … yeh vardi toh mehaz ek mayaan hai jis mein main apne farz ki talwar mehfooz rakhta hoon
by Govinda
in Police
tagged as: Job & Career, Police

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Bhagyawan (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *