Damini – Lightning (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Damini - Lightning 1993 Information of Bollywood movie Damini – Lightning (1993)

Details on Persons, Dialogues, Mistakes from Bollywood movie Damini – Lightning released in year 1993.

Genre Crime, Drama

Persons
Actor
Meenakshi Sheshadri, Sunny Deol, Rishi Kapoor, Tinnu Anand, Vijayendra Ghatge, Rohini Hattangadi, Kulbhushan Kharbanda, Amrish Puri, Achyut Potdar
Director
Rajkumar Santoshi
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh, tarikh par tarikh milti rahi hai … lekin insaaf nahi mila my lord, insaaf nahi mila … mili hai toh sirf yeh tarikh
by Sunny Deol
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
2) Jab yeh dhai kilo ka haath kisi pe padta hai na … toh aadmi uthta nahi … utth jata hai
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
3) Maidan mein khule sher ka samna karoge … tumhare mard hone ki galatphami door ho jayegi
by Sunny Deol
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds, Men

~~ ~~
4) Aaise khilone bazaar mein bahut bikte hai … magar isse khelne ke liye joh jigar chahiye na … woh duniya ke kisi bazaar mein nahi bikta … mard usse lekar pehda hota hai
by Sunny Deol
in Courage
tagged as: Courage, Drama

~~ ~~
5) Chilaao mat … nahi toh yeh case yahin rafaa dafaa kar doonga … na tarikh na sunwai, seedha insaaf woh bhi tabartop
by Sunny Deol
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
6) Bijli ka woh jhatka lagega … ki tu jhatakna bhool jayega
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
7) Judge order order karta rahega … aur tu pittaa rahega
by Sunny Deol
in Action
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
8) Jee karta hai … tumhari har khwaish, har ichcha ko apna maqsad bana loon
by Rishi Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
9) Sach bolne se kabhi kisi ka nuksaan nahi hua hai … aur na hi ho sakta hai
by Meenakshi Sheshadri
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
10) Pyar toh woh vardaan hai … joh kismat waalo ko milta hai
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
11) Yeh adaalat hai, koi mandir ya dargah nahi jahan mannatein aur muraadein poori hoti hai … yahan dhoop batti aur narayal nahi … balki thos saboot aur gawah pesh kiye jaate hai
by Amrish Puri
in Law & Order
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
12) Aaisi nass dabaonga ki cheenk nikal jayegi
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
13) Kabhi kabhi barso saath rehne ke baad bhi koi rishta nahi banta, koi pehchaan nahi banti … aur kabhi kabhi ek hi mulaqat mein aaisa lagta hai, jaise ki barso se jaante ho
by Rishi Kapoor
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
14) Waqt pe shaadi na karo … toh aadmi bahek hi jaata hai
by Paresh Rawal
in Marriage & Wedding
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding

~~ ~~
15) Duniya ki har adaalat se badi ek adaalat hai … woh hai insaan ka apna zameer
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Mistakes
15) Amrish Puri is claiming that he is not feeling well and wants new court date. So how come the injury he sustained keeps changing from his left hand to his right hand.
in Scene

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Damini – Lightning (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *