Hasti (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Hasti 1993 Information of Bollywood movie Hasti (1993)

Details on Dialogues from Bollywood movie Hasti released in year 1993.

Genre Action

Dialogues
1) Har crorepati apni zindagi ek rupai se shuru karta hai … aur har bikhari bhi
by Jackie Shroff
in Money
tagged as: Life, Money

~~ ~~
2) Aadmi janam se juari hota hai … taqdeer ki baat hai ki kuch log jua mein sab kuch haar jaate hai aur kuch log crorepati ban jaate hai
by Sadashiv Amrapurkar
in Gambling
tagged as: Gambling, Luck & Destiny, Money

~~ ~~
3) Ek maa ke dil se nikli hui dua … uske bete ko zameen se aasman ki bulandi tak pahuncha sakti hai … aur ussi maa ke dil se nikli hui baddua … tere in mahalon ko jalakar raakh bhi kar sakti hai
by Aruna Irani
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
4) Do kisam ke log zaroorat se zyada imaandari ka dhol peetate hai … ek woh joh imaandar hote hai aur doosre woh joh puri tarah se baimaan hote hai
by Shafi Inamdar
in Truth & Honesty
tagged as: Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
5) Aksar business mein pehli galati aakhri galati ban jaati hai
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
6) Rehmat-e-khuda ki jis par ho barasti … uski kya mitta sakega koi hasti
by Naseeruddin Shah
in Shayari
tagged as: Religion & God, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Hasti (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *