Lootere (1993) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Lootere 1993 Information of Bollywood movie Lootere (1993)

Details on Dialogues from Bollywood movie Lootere released in year 1993.

Genre Action, Drama, Musical, Romance

Dialogues
1) Main gareebi ka woh nivala hoon … joh amir ke gaale mein atak jaye toh uska halak cheer ke rakh de
by Naseeruddin Shah
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Shaheedon ke mazaaron par diye zaroor jalte hai … lekin unke gharon mein choolay tak nahi jalte
by Chunky Pandey
in Patriotism
tagged as: House, Patriotism

~~ ~~
3) Ittihas yeh nahi dekhta kya sahi tha, kya galat … kya mushkil tha, kya aasaan … yaad toh yahi reh jaata hai ki kaun jeeta aur kaun haara
by Pooja Bedi
in Victory & Success
tagged as: Defeat & Failure, Victory & Success

~~ ~~
4) Maal hai aur malamaal bhi hai!
by Sharat Saxena
in Comedy
tagged as: Comedy, Women

~~ ~~
5) Zindagi kisi ek ke ho jaane ka naam hai … kisi ko lootne ka nahi … kisi pe lut jaane ka naam hai
by Sunny Deol
in Life
tagged as: Life, Romance

~~ ~~
6) Tumhare haathon ke upar aur haath hai … aur un haathon ke upar aur kahi haath hai … aur in sab haathon ki dor mere haath mein hai
by Anupam Kher
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
7) Mehfil lagi hai yahan mohabbat karne waalon ki … koi lutta hai toh koi lootta hi hai … dilon ke khel mein aksar kahin na kahin sheesha tootta hi hai
by Naseeruddin Shah
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
8) Zindagi maaze lene ka naam hai … kuch dene ka naam hai … aur bahut kuch lene ka naam hai
by Chunky Pandey
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
9) Deewane se deewangi ka sabak na poochna … woh khud nahi jaanta ki woh deewana kyun hai
by Naseeruddin Shah
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Lootere (1993), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *