Betaaj Badshah (1994) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Betaaj Badshah 1994 Information of Bollywood movie Betaaj Badshah (1994)

Details on Dialogues from Bollywood movie Betaaj Badshah released in year 1994.

Dialogues
1) Auron ki zameen khodoge, toh usme se matti aur patthar milenge … aur hamari zameen khodoge, toh usme se hamare dushmano ke sar milenge
by Raaj Kumar
in Enemy
tagged as: Action, Enemy

~~ ~~
2) Jab hum muskurate hai … toh dushmano ke dil dahil jaate hai
by Raaj Kumar
in Enemy
tagged as: Comedy, Enemy

~~ ~~
3) Hum apne kadmo ki aahat se hawa ka rukh badal dete hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Jab do sher aamne saamne khade hoon … toh bhediye unke aas paas nahin rehte
by Shatrughan Sinha
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
5) Hamari sultanat ki sadak … insaaniyat ki dehleez se shuru hokar, reham aur imaandari ke ilaake se guzarti hui … dil ke darwaaze par khatam hoti hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama, Royal, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Aurron ki zameen sirf zameen hai … aur hamari zameen ek gardish
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Aaj kal ka ishq janamo ka rog nahi hai … waqti nasha hai shaam ko hota hai, subah utar jaata hai
by Raaj Kumar
in Romance
tagged as: Comedy, Romance

~~ ~~
8) Jung mein pyar nahi hota … lekin pyar mein jung hua karti hai
by Mukesh Khanna
in War & Battle
tagged as: Romance, War & Battle

~~ ~~
9) Jis tarah bewafaa mehmoob kabhi ek dil mein nahi reh sakte … us hi tarah choohe kabhi ek bil mein nahi reh sakte
by Shatrughan Sinha
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
10) Hum woh pandit hain … joh shaadi bhi karate hain, aur shraadh bhi
by Shatrughan Sinha
in Marriage & Wedding
tagged as: Death, Marriage & Wedding

~~ ~~
11) Aapne hamare haath mein taash kya de di … yeh samajhiye baazi de di
by Raaj Kumar
in Gambling
tagged as: Gambling

~~ ~~
12) Hum uss mukaam par hai … jahan tumhare sarr se zyada oonchai par … hamare paon rehte hai
by Mamta Kulkarni
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
13) Bade se bade zaalimon ke zulm se bada hota hai … ek gareeb ka inteqam
by Mukesh Khanna
in Revenge
tagged as: Action, Revenge

~~ ~~
14) Tumne hamare badan pe kharashein lagayi … hum tumhare badan pe anginat zakhm banayenge
by Mamta Kulkarni
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
15) Pyar se gale lag ja toh rani bana doonga … nahi toh pani pani kar doonga
by Gulshan Grover
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
16) Lamho ka bhanwar cheer ke insaan bana hoon … ehsaas hoon main waqt ke seene mein ghada hoon
by Ajit Khan
in Shayari
tagged as: Shayari, Time

~~ ~~
17) Gadhaa kitna bhi imported sabun lagaye … woh ghoda nahi ban jaata
by Rana Jung Bahadur
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
18) Tarikh is baat ki gawahi deti hai ke baghavat ki kahaniya … kabhi gulab jal se nahi likhi gayi … yeh hamesha garam khoon se likhi gayi hai
by Ajit Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
19) Dekh sakta hai bhala kaun yeh pyare aasoon … meri aankhon mein nah aa jaaye tumhare aasoon
by Ajit Khan
in Shayari
tagged as: Drama, Sadness, Shayari

~~ ~~
20) Majboori mein daya ki bheekh maangi jaati hai … koi shart nahi rakhi jaati
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
21) Woh us chaand ki tarah hai jismein gareebi ka daag toh hai magar … bahut sari khoobiyon ki chamak bhi hai
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
22) Jab hum dushmano ka khayal karte hue apne paon neeche rakhte hai … toh hamare dushman maut ka tasavur karte hue zameen se upar uthne lagte hai
by Raaj Kumar
in Enemy
tagged as: Death, Drama, Enemy

~~ ~~
23) Jab hum kash lagate hai … toh hamare dushman gash khakar gir jaate hai
by Raaj Kumar
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Enemy, Rowdyism

~~ ~~
24) Aulad ke aasoon baap ke dil pe tezaab ke boond ki tarah girte hai … aur usse challi kar dete hai
by Mukesh Khanna
in Parents
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
25) Hamari yaadash achchi bhi hai aur tezz bhi hai
by Raaj Kumar
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
26) Ya toh tum neeche aa jao yah phir hum upar aate hai … ya thoda neeche tum aao aur thoda upar hum aaye
by Shatrughan Sinha
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
27) Bhadki hui aag ko bhujane ke liye joh phoonk marne ki koshish karta hai … uska chehra jal jaata hai
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
28) Khatmalo ko maar maar kar khoon jaama karne se … blood bank nahin ban jaata
by Shatrughan Sinha
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
29) Jinke badan kagaz ke hote hai woh agni devta ki puja nahi karte
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
30) Kuch saanp itne zehreelay hote hai … ki agar woh kaat le toh palak jhapakte hi zindagi kat jaati hai … woh karvat badalne ka mauka tak nahi dete
by Shatrughan Sinha
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama, Life

~~ ~~
31) Aap aag ke paas rehkar shaant nahi hai … aur hum dil mein aag rakhkar bhi shaant hai
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
32) Prithviraj woh tairakh hai joh nadi naale nahi … sailaabi dariya leharon se khelta hua paar kar jaata hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
33) Woh chahe hazaaro ghadiyaan khareed le … magar unmein woh sirf waqt ko dekh sakte hai … waqt ko ghulam nahi bana sakte
in Time
tagged as: Drama, Time

~~ ~~
34) Sher ki dumm bankar jeene se achcha hai … kutte ka mooh bankar jeena
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
35) Doosre ka khota sikka bhi agar kichad mein gira ho toh usse uthakar apni jeb mein rakha ja sakta hai … lekin apna khara sikka jaan moochkar kichad mein nahi phenka ja sakta
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
36) Aag aur barood se doosre toh darr sakte hai … lekin mohabbat nahi darrti
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
37) Hum apni zubaan mein faulaad rakhte hai … joh halaat ki garmi se na toh phigalti hai aur na hi lachakti hai
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
38) Girre hue aasunyon ke katre … vapas nahi uthaye ja sakte
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama, Sadness

~~ ~~
39) Nadi shokh, chanchal aur khoobsurat hoti hai … lekin badnaseeb insaan ki gandagi is mein behti rehti hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
40) Aaj ka daur mazdooron ka daur hai … aur aaj ka mazdoor apne paon ki thokaron se bade bade badshahon ki taqdeer likhta bhi hai … aur mitata bhi hai
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
41) Khoon ke rishtey kabhi saboot ke ghulam nahi hua karte
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
42) Mohabbat janwar ko bhi insaan bana deti hai … lekin kuch insaan aaise hote hai jinhe mohabbat bhi insaan nahi bana sakti … woh zindagi bhar janwar bankar reh jaate hai
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama, Romance

~~ ~~
43) Joh tumhari baat nahi manega … woh upar se nau inch chota kar diya jayega … yaane ki sar dhar se alag
by Shatrughan Sinha
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
44) Khandaan, maan maryada, shaan-o-shaukat, rutba aur vakaar … sadiyo ki mehnat aur mushakat ke pasine aur zindagi ki kash-ma-kash ke baad banta hai
by Raaj Kumar
in Drama
tagged as: Drama, Family, Life

~~ ~~
45) Main toh tumhe apni rani bana loonga … agar tumne meri baat nahi maani toh zabardasti gale lagake tumhe pani pani kar doonga
by Gulshan Grover
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
46) Hum jab saamne waale ko paani pila dete hain … tab paani peete hain
by Shatrughan Sinha
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Betaaj Badshah (1994), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *