Do Badan (1966) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Do Badan 1966 Information of Bollywood movie Do Badan (1966)

Details on Dialogues from Bollywood movie Do Badan released in year 1966.

Dialogues
1) Pyar ki seema sirf issi duniya tak nahi … pyar toh bhavnaon ka ek aaisa phool hai … joh ek janam se doosre janam aur phir janam janam tak mahekta rehta hai
by Asha Parekh
in Romance
tagged as: Flowers & Trees, Romance

~~ ~~
2) Aadmi kitna hi bura kyun na ho … woh kabhi na kabhi zaroor pachtata hai
by Pran
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Kahin sher aur nagma bankar, kahin aasoonyon mein dhalkar … woh mile mujhe toh e-dil, kahin sooratein badalkar
by Manoj Kumar
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
4) Joh paa lene ko pyar kehta hai … usse hazaron lakhon janam lene padenge pyar ka matlab samajhne ke liye
by Asha Parekh
in Drama
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
5) Sach joh kisi ki jaan lele … usse kahin achcha hai woh jhoot joh kisi ko maut ke mooh se bacha le
by Manoj Kumar
in Lies & Cheating
tagged as: Death, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Dil ke paas rehne waala jab door chala jaata hai … tabhi pata chalta hai hum usse kitna pyar karte hai
by Manmohan Krishna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Insaan par duniya pehre laga sakti hai … magar pyar par nahi
by Asha Parekh
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~ ~~
8) Ameeri aur gareebi ke darmiyan yeh joh fasla hai na … yeh sadiyon se badta hi ja raha hai … isse koi kam na kar saka
by Manoj Kumar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Naukri milne ke baad kaam rahe na rahe … lekin naukri dhoondna bahut bada kaam hai
by Manoj Kumar
in Job & Career
tagged as: Comedy, Job & Career

~~ ~~
10) Humko toh gardish-e-haalat pe rona aaya … rone waale tujhe kis baat pe rona aaya?
by Manoj Kumar
in Sadness
tagged as: Sadness

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Do Badan (1966), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *