Cheetah (1994) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Cheetah 1994 Information of Bollywood movie Cheetah (1994)

Details on Dialogues from Bollywood movie Cheetah released in year 1994.

Dialogues
1) Insaan ko zindagi mein sab kuch mil toh nahi jaata … tamannayein toh bahut hoti hai lekin sabhi poori nahi hoti … fark sirf itna hai ki kuch log aansoon bahakar jeete hai aur kuch log apne dil ka dard chupakar jeete hai
by Mithun Chakraborty
in Life
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
2) Dushman ko maarne ke liye hosh aur awaaz chahiye … josh aur junoon nahi
by Gulshan Grover
in Enemy
tagged as: Enemy

~~ ~~
3) Balle O balle … mujrimon ki anjar panjar dhille … mooh peele te kapde geele
by Gulshan Grover
in Thief & Criminal
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Thief & Criminal

~~ ~~
4) Duniya mein insaan sirf apne liye pehda nahi hua hai … doosron ke liye jeekar dekho … zindagi ka matlab samajh jaogi
by Mithun Chakraborty
in Life
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
5) Hamara yaar toh kanoon ke liye jeeta hai … vardi ke andar kanooni cheetah hai
by Gulshan Grover
in Law & Order
tagged as: Animals & Birds, Law & Order, Shayari

~~ ~~
6) Paon utne hi phailane chahiye jitni chaddar ho … aur farz bhi utna hi nibhana chahiye jitni uski hadh ho
by Puneet Issar
in Job & Career
tagged as: Job & Career

~~ ~~
7) Mera usool hai joh kanoon todne ki koshish kare uska haath todh doon … joh kanoon ko challenge kare uske jabde todh doon … taaki woh phir kabhi kanoon todne ki jurrat na kare
by Mithun Chakraborty
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
8) Jazbaat ki chhot aur dil ka ghaav bahut gehra hota hai … bahut dard hota hai us mein
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Cheetah (1994), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *