Love in Tokyo (1966) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Love in Tokyo 1966 Information of Bollywood movie Love in Tokyo (1966)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Love in Tokyo released in year 1966.

Persons
Actor
Joy Mukherjee, Asha Parekh, Mehmood, Pran, Lalita Pawar
Producer
Pramod Chakravorty
Director
Pramod Chakravorty
Music
Shankar Jaikishan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Dane dane par likha hai khane waale ka naam … woh teri hai aur teri hi rahegi subah shyam
by Dhumal
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
2) Yeh zindagi ki mehfil, mehfil mein hum akele … daaman ko koi chume, zulfon se koi khele
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Clothes & Shoes, Romance, Shayari

~~ ~~
3) Raat bhar anda pakaya, phir bhi woh kacha reh gaya … mar gaye shayar, lekin ullo-ka-patha reh gaya
by Mehmood
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
4) Ajeeb waqt mohabbat mein aaye jaate hai … woh hum mein aur hum un mein samaye jaate hai
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari, Time

~~ ~~
5) Daulat dekar insaan khareede jaate hai, imaan khareede jaate hai … magar kisi ke mann mandir mein base hue bhagwan nahi khareede jaa sakte
by Asha Parekh
in Money
tagged as: Drama, Money, Religion & God

~~ ~~
6) Butane mahwaz ujadhi hui manzil mein rehte hai … ki jiski jaan lete hai, us hi ke dil mein rehte hai
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
7) Fakira khada dukaan par, maange sabki khair … na kahu usse dosti, na kahu usse bair
by Mehmood
in Shayari
tagged as: Enemy, Friendship, Shayari

~~ ~~
8) Ajab hoti hai yeh jhooti mohabbat … zabardasti main phuslaya gaya hoon … main apni maa se darkar bhaag aaya … main khud aaya nahi, laya gaya hoon
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
9) Koi mooh chum lega is nahi par … shikhar reh jayegi yunhi zabi par
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
10) Mohabbat bhare dil ka salaam kubool farmaiye … meherbani hogi naam bataiye
by Joy Mukherjee
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
11) Fakira jama nadi mein, sabki maange khair … ho gayi dosti Mahesh se, ab na raha khandan ka bair
by Dhumal
in Comedy
tagged as: Comedy, Enemy, Family

~~ ~~
12) Khili thi dhoop-e-harsam aur pani barasta tha … jab tu paida hua toh teri maa roti thi aur baap hasta tha
by Mehmood
in Shayari
tagged as: Comedy, Parents, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Love in Tokyo (1966), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *