Haqeeqat (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Haqeeqat 1995 Information of Bollywood movie Haqeeqat (1995)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Haqeeqat released in year 1995.

Genre Action, Crime, Drama

Persons
Actor
Ajay Devgan, Tabu, Aruna Irani, Mohan Joshi, Ishrat Ali, Rami Reddy, Johnny Lever, Satyendra Kapoor, Himani Shivpuri, Anjana Mumtaz, Amrish Puri
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Paap ki umar bahut lambi hoti hai … lekin paapi ki umar bahut choti
by Ajay Devgan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
2) Aap itne mohtaj nahi ki aaisi roti na kama sako … joh imaandari ke aate se bani ho aur sachchai ki aanch par pakki ho
by Ajay Devgan
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Food & Drinks, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Apni hi karni ka phal hai naiki aur ruswaiyan … aap hi ke sang chalengi aap ki parchaiyan
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Inspiration, Shayari

~~ ~~
4) Apne gusse ki botal pe shanti ka dhakan lagale … nahi toh kisi phatake ki tarah udh jayega
by Johnny Lever
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Ek aadmi aakha duniya se lad sakta hai … magar ek aurat ka nafrat ke aage haar jaata hai
by Aruna Irani
in Men
tagged as: Drama, Men, Women

~~ ~~
6) Jab pata na ho ki kahan hai engine … na khareedo aaisi gaadi pyare Indian … issi liye kehta hoon ‘Be Indian, Buy Indian’
by Johnny Lever
in Transportation
tagged as: Comedy, Patriotism, Transportation

~~ ~~
7) Mujrim us saanp ki tarah hota hai joh bhook lagne par apne bachche tak nighal leta hai
by Ajay Devgan
in Thief & Criminal
tagged as: Animals & Birds, Thief & Criminal

~~ ~~
8) Is vardi ke andar barood se bana hua jism hai … agar us jism ne aag pakad li toh woh dhamaka hoga ki … tere jism ke chitre cheetiyan tak nahi dhoond payengi
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
9) Chola badal lene se aadmi ka charitra nahi badal jaata
by Amrish Puri
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Drama

~~ ~~
10) Kanoon ki jung jazbaat ke barood se nahi … sabooton ke hathyar se ladi jaati hai
by Mohan Joshi
in Law & Order
tagged as: Law & Order

~~ ~~
11) Paisa woh sabun hai joh badnaami ke har daag ko doh sakta hai
by Mohan Joshi
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
12) Is vardi mein bahut garmi hoti hai … is liye samajhdar officer rishvat ke cheeton se isse thanda karte rehte hai … varna yeh pehanne waale ko jala deti hai
by Mohan Joshi
in Police
tagged as: Clothes & Shoes, Police

~~ ~~
13) Jis darakht ki jadh mein saanp ka bil ho … parinde uski shaakon par ghosla nahi banate
by Mohan Joshi
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Flowers & Trees

~~ ~~
14) Sher ke kharrate bhaukte hue kutte se zyada khatarnak hote hai
by Amrish Puri
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Haqeeqat (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *