Jallaad (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Jallaad 1995 Information of Bollywood movie Jallaad (1995)

Details on Dialogues from Bollywood movie Jallaad released in year 1995.

Genre Action, Comedy, Drama, Family

Dialogues
1) Shehar jalta hai toh jalne do, yeh aag humne hi lagai hai … log marte hai toh marne do, yeh apni khudai hai
by Mithun Chakraborty
in Shayari
tagged as: Rowdyism, Shayari

~~ ~~
2) Sachi baat kehne ke liye himmat ki zaroorat nahi … himmat ki zaroorat hai sachi baat sunne ke liye
in Truth & Honesty
tagged as: Courage, Drama, Truth & Honesty

~~ ~~
3) Chota kaam hum karoonga … toh woh kaam bahut bada ho jayega
by Mithun Chakraborty
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
4) Tujhe maaf karne waale ko toh bhagwan bhi maaf nahi karega
by Mithun Chakraborty
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
5) Aaj ke zamane mein achcha insaan ban jaana bada risk hai
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Drama, Rowdyism

~~ ~~
6) Jiski aaghaaz aag se hoti hai … uski inteha khaak se hoti hai
by Mithun Chakraborty
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
7) Mera jaam rahe meri shaam rahe … mere pehlu mein meri jaan rahe
by Mithun Chakraborty
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Life, Shayari

~~ ~~
8) Aaisa mat kar havaldaar … mujhko andhar mat kar mere yaar … mera bhai hai bada shakti shali … baja dega woh teri taali … uske baad tera ho jayega mota pet khali
by Shakti Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy, Poem, Police

~~ ~~
9) Jaldi se isse chhod … varna aa jayega kahani mein ek naya modh … ho jayegi shamshan ki taraf teri daud … hai koi iska tera paas todh?
by Shakti Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy, Poem

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Jallaad (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *