Karan Arjun (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Karan Arjun 1995 Information of Bollywood movie Karan Arjun (1995)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Karan Arjun released in year 1995.

Genre Action, Thriller

Persons
Actor
Shahrukh Khan, Salman Khan, Kajol, Amrish Puri, Rakhee Gulzar
Director
Rakesh Roshan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Mere bete aayenge, mere Karan Arjun aayenge … zameen ki chaati phad ke aayenge, aasman ka seena cheer ke aayenge
by Rakhee Gulzar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Main toh samajhta tha ki duniya mein mujhse badkar kamina aur koi nahi hai … lekin tumne end mauke par aaisa kaminapan dikhaya hai … ki hum tumhare kaminepan ke ghulam ho gaye hai
by Amrish Puri
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
3) Aaisi maut maroonga is kamine ko … ki bhagwan yeh punar janam waala system hi khatam kar dega
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
4) Kiss gaalon pe nahi … hoton pe kiya jata hai
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Mere dushmano ko sar chupane ke liye jagah dene waalon … main tumhari chittaon ko jalne ke liye jagah nahi doonga
by Amrish Puri
in Enemy
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
6) Daulat se insaan keemti bistar khareed sakta hai, magar neend nahi khareed sakta … daulat se insaan roti khareed sakta hai, magar bhook nahi … daulat se insaan jism khareed sakta hai, magar sacha pyar nahi khareed sakta
by Kajol
in Money
tagged as: Drama, Money, Romance

~~ ~~
7) Pyar mein jab tak maut se na khelo … milne waali zindagi ka mazaa nahi aata
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Death, Life, Romance

~~ ~~
8) Daayan haath jeb mein rakh lo seth … varna zindagi bhar aapko baayen haath se khana, khana padega
by Salman Khan
in Action
tagged as: Action, Food & Drinks

~~ ~~
9) Ghode par bahetkar jaan ki baazi lagane mein woh maaza nahi … joh chahat ke maidan mein dil ki baazi laga dene mein hai
by Shahrukh Khan
in Romance
tagged as: Animals & Birds, Life, Romance

~~ ~~
10) Jab maa ka dil tadapta hai na … toh aasman mein bhi daraarein padh jati hai
by Rakhee Gulzar
in Drama
tagged as: Drama, Parents

~~ ~~
11) Main toh budhi ho gayi, meri aankhen kamzor ho gayi … lekin mera vishvas kamzor nahi hua
by Rakhee Gulzar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
12) Khoon ki Holi khelne waale, aaj main dekhti hoon … khoon kiska behta hai aur laashein kiski girti hai
by Rakhee Gulzar
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
13) Waqt ka marham … zindagi ke har zakhm ko bhar deta hai
by Rakhee Gulzar
in Time
tagged as: Drama, Life, Time

~~ ~~
14) Mere andhere jeevan mein … subah phir se laut aayi hai
by Rakhee Gulzar
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
15) Hamare ghar ki bahu betiyan jab kabhi beizzati ke daldal mein kadam rakhti hai … toh hum unhe haveli ki char deewari mein zinda chunwa dete hai
by Amrish Puri
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
16) Marte insaan ki antim ichcha poori karna … is sansar ka sabse bada punya hove hai
by Ashok Saraf
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
17) Main teri maut apni mutthi mein laya hoon
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
18) Paison ke mamle mein main pehdaishi kamina hoon … dosti aur dushmani ka kya, apno ka khoon bhi pani ki tarah baha deta hoon
by Amrish Puri
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
19) Apne raaste se kaanto ko hata dena aur dushmano ko mita dena … hamare khandan ki parampara hai
by Amrish Puri
in Family
tagged as: Enemy, Family

~~ ~~
20) Zindagi mein joh hota hai woh socha nahi hota … aur joh socha jata hai woh kabhi hota nahi … aur joh kabhi nahi hota, woh kabhi kabhi ho jata hai
by Kajol
in Comedy
tagged as: Comedy, Life

~~ ~~
21) Bhudhape mein jism bekaar ho jaate hai … lekin tune toh apni zindagi hi bekaar kar di
by Amrish Puri
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
22) Bhavnao ki chot jab dil par lagti hai … toh nafrat ki jwala badakh uthti hai
by Rakhee Gulzar
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
23) Hum khandani Thakur hai … hamari ragon mein khoon ke saath saath zid aur ahankaar bhi daudta hai
by Amrish Puri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
24) Tere saare khandaan ki maut … mere haath ki lakeeron mein likhi hai
by Amrish Puri
in Family
tagged as: Action, Death, Family

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Karan Arjun (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *