The Don (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

The Don 1995 Information of Bollywood movie The Don (1995)

Details on Dialogues from Bollywood movie The Don released in year 1995.

Dialogues
1) Mere us aakhri gunah ke baad tumhe sabooton aur gawahon ke jhamele mein nahi padna padega … kyun ki us din gunahgar Deva khud banega aur gawah bhi Deva hi banega … jurm bhi mera hoga aur sazaa bhi main tay karoonga … apne gale mein sooli bhi daloonga aur jallad bhi main hi khud banooga
by Mithun Chakraborty
in Crime
tagged as: Crime, Law & Order

~~ ~~
2) Deva ki adalat mein sazaa jitni der se milti hai … maut utni hi dardnak hoti hai
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Death, Law & Order, Rowdyism

~~ ~~
3) Meri pistol mein ek adalat bethti hai … kartoos ko sirf gunahgar ke taraf jaane ki ijaazat hai
by Mithun Chakraborty
in Law & Order
tagged as: Action, Law & Order

~~ ~~
4) Main tumhe us darje ka gunahgar maanta hoon … ki ek hi jagah rehkar, ek hi waqt tum dus gunah kar sakte ho
by Prem Chopra
in Thief & Criminal
tagged as: Crime, Thief & Criminal

~~ ~~
5) Kuch reet jagat ki aaisi hai … har ek subah ki shyam hui … tu cheez hai kya, tera naam hai kya … Rekha, Hema tak yahan badnaam hui
by Kader Khan
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
6) Is waqt tum jis glass ke andar khade ho … woh bulletproof zaroor hai, lekin patthar proof nahi
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
7) Tum gaye kya jag hua andha kuaan … rail chhuti reh gaya keval dhuaan
by Kunika
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari, Transportation

~~ ~~
8) Tumhe chaubees ghante ki mahulat di … jeena chahte ho toh aakar mujhe us aadmi ka naam bata dena … varna tumhari is bachi-kuchi zindagi ko pacheesva ghanta dekhna naseeb nahi hoga
by Mithun Chakraborty
in Time
tagged as: Life, Rowdyism, Time

~~ ~~
9) Mere farz mein itna faulaad hai … ki us mein pistol bhi ban jayegi aur hathkadi bhi
by Prem Chopra
in Police
tagged as: Job & Career, Police

~~ ~~
10) Usse kahin kuch ho gaya toh saara khoon kheenchkar teri nasson mein itna barood bhar doonga … ki tu zindagi bhar jalta rahega
by Mithun Chakraborty
in Rowdyism
tagged as: Action, Life, Rowdyism

~~ ~~
11) Joh maachis teeli ki aag mein haath jala behette hai … unhe suraj ki aag se hookah nahi sulghana chahiye
by Mithun Chakraborty
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie The Don (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *