Veer (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Veer 1995 Information of Bollywood movie Veer (1995)

Details on Dialogues from Bollywood movie Veer released in year 1995.

Genre Action

Dialogues
1) Main ek pindari hoon … ladna hamara karm hai, aur jeetna hamara dharm … chahe woh desh ke liye ho, ya pyar ke liye
by Salman Khan
in Action
tagged as: Action, Victory & Success

~~ ~~
2) Rajputana khoon mein itna ubaal hai … ki agar aanch lag jaaye toh gori chamdi kaali padh jaaye
by Salman Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Main mere desh ke liye jaan de sakta hoon … aur pyar ke liye jaan le sakta hoon
by Salman Khan
in Patriotism
tagged as: Patriotism, Romance

~~ ~~
4) Jahan se bhi pakadta hoon … paanch ser gosht nikaal leta hoon
by Salman Khan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Kisi kisi chere par muskaan bahut achchi lagti hai
by Salman Khan
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
6) Kamzoron par taqat aazmana … kamzoron ki taqat hai
by Salman Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Agar mere desh ki taraf kisi ne aankh bhi uthayi … toh Veer itni tabahi machayega joh aakaal aur bhukamp bhi nahi macha payenge
by Salman Khan
in Patriotism
tagged as: Action, Patriotism

~~ ~~
8) Kamaan se nikla teer … aur zabaan se nikli baat kabhi wapas nahi aati
by Mithun Chakraborty
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Aaj har lamha ek jeevan ki tarah jeeyenge
by Salman Khan
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
10) Hum sirf angrezon ka khoon peete hai
by Mithun Chakraborty
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
11) Hamara desh ek sone ki chidiya hai, jise aap log bech-bechkar, bech-bechkar apne pet mein dharna chahte ho … phat jayega pet, mooh mein nahi aayegi chidiya … kyun ki ab woh chidiya baaz ban chuki hai … joh aapko noch-nochke, noch-nochke kha jayegi
by Salman Khan
in Patriotism
tagged as: Animals & Birds, Drama, Patriotism

~~ ~~
12) Inhe sirf todna aata hai bhook ke naam par, lalach ke naam par, bhasha ke naam par … aur hum mein sirf batna aata hai dharm ke naam par, jaat ke naam par, raj ke naam par, raja ke naam par
by Salman Khan
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
13) Pindari ka haath … haath nahi loha hota hai
by Salman Khan
in Action
tagged as: Action

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Veer (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *