Information of Bollywood movie Loafer (1996)
Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Loafer released in year 1996.
Genre Action, Comedy, Drama, Romance
Persons
Actor
Anil Kapoor, Juhi Chawla, Gulshan Grover, Farida Jalal, Kulbhushan Kharbanda, Pramod Moutho, Mukesh Rishi, Viju Khote, Shakti Kapoor
Director
David Dhawan
Producer
Surinder Kapoor
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
Dialogues
1) Aaj raajneeti woh vaishya hai jiski kamai bazar ke sab log khana chahte hai … aur neta ki kursi kutton ke beech padi hui haddi ki tarah hai … ab is desh ka vatavaran do hi sooraton mein badla ja sakta hai … ya toh sare netaon ko bhrashtachar ki kanooni azaadi di jaye, ya kisi bhi bhrasht neta ko zinda na chhoda jaye
by Anil Kapoor
in Politics
tagged as: Animals & Birds, Patriotism, Politics
~~ ~~
2) Gareeb ki taqat uski vote hoti hai
by Shakti Kapoor
in Politics
tagged as: Politics
~~ ~~
3) Pehle din Meena, doosre din Tina, teesre din Reena aur aaj yeh nagina
by Anil Kapoor
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
4) MLA janta ka pratineedhi hai, uske sukh dukh ka saathi … lekin aapne toh un teeno aksharon ka matlab hi badal diya … ‘M’ for murder, ‘L’ for loot, ‘A’ for Atrocities … yani atyachar
by Anil Kapoor
in Politics
tagged as: Crime, Happiness, Politics
~~ ~~
5) Agar koi bhi aadmi vote dene gaya toh woh hamara gunahghar hoga … aur uski sazaa maut hogi
by Mukesh Rishi
in Rowdyism
tagged as: Death, Rowdyism
~~ ~~
6) Gunde toh ungliyon par ginne ja sakte hai, phir bhi yeh gunde hum karodon par raj karte hai … kyun? … sirf is liye ki hum mein se har insaan yeh sochta hai ki woh akela kya kare … woh yeh kyun nahi sochta ki hum sab milkar kya nahi kar sakte
by Anil Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Loafer (1996), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply