Information of Bollywood movie Mafia (1996)
Details on Dialogues from Bollywood movie Mafia released in year 1996.
Genre Action
Dialogues
1) Jeena agar joh chaho, toh door humse rehna … tum maum se bane ho, hum aag se bane hai
by Mohan Joshi
in Shayari
tagged as: Rowdyism, Shayari
~~ ~~
2) Main mafia ka woh pedh hi jadh se ukhaadkar phek doonga … jiske saaye ke neeche jurm nanga-naach naach raha hai
by Dharmendra
in Crime
tagged as: Crime, Flowers & Trees, Rowdyism
~~ ~~
3) Hum mafia is pani ki tarah hai … dosti ki mithaas mila de, amrit ban jayega … dushmani ka zehar gholega, jaan lelega
in Rowdyism
tagged as: Enemy, Friendship, Rowdyism
~~ ~~
4) Mafia apne dushman ko kabhi maaf nahi karta … bhool se bhi yeh baat bhool mat jana
in Rowdyism
tagged as: Enemy, Rowdyism
~~ ~~
5) Tujhe kanoon ne taqat, vardi ne jurrat aur tere garam khoon ne itni himmat di … ki tu Gawda par haath utha behta?
in Courage
tagged as: Courage, Law & Order, Rowdyism
~~ ~~
6) Tu hijhde ke haath mein talwar ki tarah hai … joh chamak toh sakti hai, chal nahi sakti
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
7) Kis kis ko yaad ki jiye, kis kis ko royiye … aaram badi cheez hai, mooh dhakke soyiye
by Mohan Joshi
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari
~~ ~~
8) Hum fauj mein the aur hamare desh vasi mauj mein the
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
9) Yeh waqt mera hai … aur aaj hukumat bhi meri hai
in Time
tagged as: Rowdyism, Time
~~ ~~
10) Dushman se sirf dushmani ka rishta hota hai
in Enemy
tagged as: Enemy
~~ ~~
11) Aukaad kya hai tum jaise tinke ki, aandhi toofan ke bhi rukh modh diye jaate hai … jin mein ho jaata hai andaaz-e-khudai pehda, humne dekha hai ki woh bhut todh diye jaate hai
by Raza Murad
in Shayari
tagged as: Shayari, Weather
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Mafia (1996), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply