Prem Granth (1996) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Prem Granth 1996 Information of Bollywood movie Prem Granth (1996)

Details on Dialogues from Bollywood movie Prem Granth released in year 1996.

Genre Culture, Romance

Dialogues
1) Tu is zameen ki cheez nahi, tu jaane kahan se aayi hai … tu is chaman ka phool nahi, tu kis gulistan se aayi hai
by Madhuri Dixit
in Shayari
tagged as: Flowers & Trees, Romance, Shayari

~~ ~~
2) Bindi rakam ke aage lage toh rakam dus gunah badh jaati hai … aur ladki ke maathe pe lage toh uski khoobsurati hazar gunah badh jaati hai
by Rishi Kapoor
in Women
tagged as: Money, Women

~~ ~~
3) Paheliyon ke jawab aksar kisi agle pichle panne par likhe hote hai … zara dhyan se dekho toh mil hi jaate hai
by Himani Shivpuri
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Dharti par pedh ughe toh sab usse dharti maa kehke uski puja karte hai … tab yeh koi jaanne ki koshish nahi karta ki iska beej kahan se aaya … lekin aurat ke bache ko uske baap ke naam se hi jaana jaata hai is duniya mein
in Drama
tagged as: Drama, Flowers & Trees, Parents

~~ ~~
5) Aayenda jab bhi koi mard kisi aurat ki izzat par haath dale … toh woh yaad rakhe ki woh apni mardani nahi dikha raha, balki atmahatya kar raha hai … kyun ki aaj ke baad zindagi mein jab kabhi, jahan kahin woh ladki us mard ko dekhegi … toh usse yeh haq hoga ki woh us kamine ko jaan se maar dale
by Madhuri Dixit
in Drama
tagged as: Drama, Men, Women

~~ ~~
6) Aurat jaat toh tehri kath ki handi … ek baar chule pe chad gayi so chad gayi, phir nahi rehti kisi ke kaam ki
by Himani Shivpuri
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
7) Bahut bada durbhagya hai is desh ka … jahan charitra aur naitikta jaise oonchi aur keemti cheezon ko insaan ke jism ke do inch ke hisse se naapa jaata hai … charitra toh mannsa, vaacha, karmana hota hai … jiska mann shudh ho, vichar shudh ho, ache bol bolta ho, ache kaam karta ho … wohi charitravan hota hai
by Shammi Kapoor
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Prem Granth (1996), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *