Sapoot (1996) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Sapoot 1996 Information of Bollywood movie Sapoot (1996)

Details on Dialogues from Bollywood movie Sapoot released in year 1996.

Genre Action, Drama, Romance

Dialogues
1) Noton ka malik wahi hota hai … joh unhe apni jeb mein rakhta hai
by Prem Chopra
in Money
tagged as: Drama, Money

~~ ~~
2) Hamare dhande mein maafi nahi chalti … sirf luck chalti hai
by Sunil Shetty
in Rowdyism
tagged as: Business, Luck & Destiny, Rowdyism

~~ ~~
3) Tum dushmano ko taane marte ho … main dushmano ko goli marta hoon
by Kader Khan
in Enemy
tagged as: Action, Enemy

~~ ~~
4) Bichhoo se zyada khatarnak hoon main … aur saanp se zyada zehereela
by Akshay Kumar
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Drama

~~ ~~
5) Jab hum offer karte hai … toh koi hum mein inkaar bhi nahi karta
by Sunil Shetty
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
6) Tumne gareeb dekhe honge … gareebi nahi
by Karisma Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Agar koi gareeb ladki apni izzat bechna na chahe … toh duniya ka koi bhi amir uski izzat khareed nahi sakta
by Karisma Kapoor
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Ek baar apne jism par hamla bardaash kar sakta hoon magar … mere dil par joh hamla karega, main usse kabhi maaf nahi karoonga
by Kader Khan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Sarr par croreron ke heere rakhne se … aadmi akalmand nahi ho jaata
by Kader Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
10) Main aate ki roti khata hoon … aur tum gobar ki roti khate ho
by Kader Khan
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Sapoot (1996), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *