Auzaar (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Auzaar 1997 Information of Bollywood movie Auzaar (1997)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Auzaar released in year 1997.

Genre Action

Persons
Actor
Salman Khan, Sanjay Kapoor, Shilpa Shetty, Nirmal Pandey
Director
Sohail Khan
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Taqat is vardi mein nahi … iske pehenne waale ke zameer mein hoti hai
by Salman Khan
in Courage
tagged as: Courage, Police

~~ ~~
2) Yeh illaka tera ho, tere baap ka ho, ya tere baap ke baap ka ho … yeh desh hamara hai
by Salman Khan
in Patriotism
tagged as: Parents, Patriotism

~~ ~~
3) Aadmi ko hamesha ladna chahiye … lekin jiska time achcha ho usse ladna nahi chahiye
by Nirmal Pandey
in Time
tagged as: Action, Time

~~ ~~
4) Aaj shyam ka suraj doobne se pehle agar mujhe paise nahi mile … toh duniya ki bheed mein kal tum bhi kisi ko nahi miloge
by Paresh Rawal
in Money
tagged as: Money, Rowdyism

~~ ~~
5) Is vardi ki shaan pe jaan dena seekho … imaan bechna nahi
by Salman Khan
in Truth & Honesty
tagged as: Life, Police, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Jhoot do kisam ke hote hai … ek bhalai ke liye aur ek burai ke liye
by Salman Khan
in Lies & Cheating
tagged as: Lies & Cheating

~~ ~~
7) Joh tumhari tarah shaadi ke chakkar mein phaste hai … woh phir hamari tarah nahi haste hai
by Salman Khan
in Marriage & Wedding
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding

~~ ~~
8) Aaj ke baad tune meri biwi ki taraf kadam bhi uthaya … toh yaad rakhna yeh paon tere zameen pe rakhne ke kabil nahi rahenge
by Sanjay Kapoor
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Naye naye chaku ki dhaar bahut tezz aur vaar bahut gehra hota hai
by Salman Khan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
10) Jab do dost dushman bante hai … toh aur bhi zyada khatarnak hote hai … kyun ki woh ek doosre ki kamzori jante hai
by Sanjay Kapoor
in Enemy
tagged as: Enemy, Friendship

~~ ~~
11) Yeh meri tarah bewakoof todhi hai joh shaadi ke chakkar mein phas jaye … yeh toh sirf chakkar chalana janta hai
by Sanjay Kapoor
in Marriage & Wedding
tagged as: Marriage & Wedding

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Auzaar (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *