Dhaal (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dhaal 1997 Information of Bollywood movie Dhaal (1997)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dhaal released in year 1997.

Genre Action

Persons
Actor
Vinod Khanna, Sunil Shetty, Danny Denzongpa, Amrish Puri, Laxmikant Berde
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Angrezi cheezein bahut mazboot hoti hai … magar jab Hindustani haathon mein aa jaati hai na toh chaknachur ho jaati hai
by Vinod Khanna
in Patriotism
tagged as: Patriotism

~~ ~~
2) Khaki vardi agar kanoon ka danda hai toh kala coat kanoon ka haath hai … aur hamesha danda haath ke giraft mein hota hai
by Danny Denzongpa
in Law & Order
tagged as: Law & Order, Police

~~ ~~
3) Yeh halat hui hai iski, pee peekay rum aur whiskey … liver bhi ho gaya risky … yeh uski hai na iski, badhon badhon ki jaan hai khiski … oo peene waale sun, teri jaan ki dushman whiskey … agar tu saath na iska chhodega, yamraj se naata jodega … apna bhala bura pehchan, beta hum badhon ki baat ko maan … yeh whiskey bahut hai risky, yeh whiskey bahut hai risky … badhon badhon ki jaan hai khiski
in Poem
tagged as: Food & Drinks, Life, Poem

~~ ~~
4) Aaj ki duniya mein imaandari woh khotta sikka hai joh bazar mein kahin nahi chalta
by Amrish Puri
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
5) Tum police khareed sakte ho kuch hadh tak … malum hai yahan neta bikau hai, hukumat ki machiney bikau hai kuch hadh tak … tum kanoon aur insaaf tak ko khareed sakte ho kuch hadh tak … lekin yaad rakhna woh hadh mujhpar aakar khatam ho jaati hai … tum sab kuch khareed sakte ho lekin ek sache imaandar police officer ki imaandari nahi khareed sakte
by Vinod Khanna
in Truth & Honesty
tagged as: Government, Police, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Jis tarah mithaas gudh ka swabhav hai aur kadvahat neem ka … ussi tarah insaan ki khuddari uske badapan ka swabhav hai
by Danny Denzongpa
in Food & Drinks
tagged as: Flowers & Trees, Food & Drinks

~~ ~~
7) Chandni raat hai, taaron sa bikhar jaane de … apni aaghosh mein lele, mujhe mar jaane de
by Amrish Puri
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
8) Aage hai zamana par bhook peeche peeche … sari duniya ki baatein do roti ke neeche … arre chamde ki jhopadiya mein aag lagi hai bhaiya … barkha na bhujaye, bas bhujaye rupaiya … aur phir bhi bhare na pet … toh yaad aati hai yaaron Pari rice plate
by Amrish Puri
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Money, Poem

~~ ~~
9) Tumne apne paon se utni dhool nahi udhayi hogi … jitni daulat hum apne haathon se udha chuke hai
by Danny Denzongpa
in Money
tagged as: Money

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dhaal (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *