Judge Mujrim (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Judge Mujrim 1997 Information of Bollywood movie Judge Mujrim (1997)

Details on Dialogues from Bollywood movie Judge Mujrim released in year 1997.

Genre Action

Dialogues
1) Tumne khud mujhe zindagi ke aaise modh par akela chhoda hai … jahan se aage main badh nahi sakti aur peeche hatne ke kabil nahi rahi
by Ashwini Bhave
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
2) Yeh upar waala hai na hamesha chuhe billi ka khel khelta hai … kabhi itna sukh deta hai ki sambhala nahi jaata … kabhi itna dukh de deta hai ki dil se nikala nahi jaata
by Mukesh Khanna
in Happiness
tagged as: Happiness, Religion & God, Sadness

~~ ~~
3) Apne maqsad mein kamyaabi haasil karne ke liye … taqat se zyada himmat ki zaroorat hoti hai
by Mukesh Khanna
in Victory & Success
tagged as: Courage, Inspiration, Victory & Success

~~ ~~
4) Agar maarna chahte ho toh che ki che goli humri khopadiya mein utaar do … kyun ki agar humre jism mein thodi bhi jaan reh gayi … toh hum tujhko jaan se maar daalonga
by Mukesh Khanna
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
5) Udhar log mitane jaate hai gham … aur uska naach dekhke nikal jaata hai ache-achon ka dum
by Johnny Lever
in Dance
tagged as: Comedy, Dance, Sadness

~~ ~~
6) Woh pyar nahi ek mazak tha … aur mazak dil behlane ke liye hota hai … dil mein basane ke liye nahi
by Sunil Shetty
in Drama
tagged as: Drama, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Judge Mujrim (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *