Lahu Ke Do Rang (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Lahu Ke Do Rang 1997 Information of Bollywood movie Lahu Ke Do Rang (1997)

Details on Dialogues from Bollywood movie Lahu Ke Do Rang released in year 1997.

Genre Action

Dialogues
1) Kabhi kabhi aankhon dekhi aur kaano suni baat bhi jhoot ho sakti hai
by Naseeruddin Shah
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating

~~ ~~
2) Aadmi issi mitti se banta hai, issi par jeeta hai, issi ke liye ladta hai aur aakhir mein … issi mitti mein mil jaata hai
by Alok Nath
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
3) Dosti ya dushmani, jab tak jam ke na ho … mazaa nahi aata
by Naseeruddin Shah
in Friendship
tagged as: Drama, Enemy, Friendship

~~ ~~
4) Purane chawal ko yun kachcha chaba jaana … meri style hai
by Naseeruddin Shah
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
5) Jab apne bichadte hai na … toh kabhi nahi milte, kabhi nahi
by Mukesh Rishi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
6) Zehar ko zehar hi maarta hai
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Jab tak koi cheez apne paas hi ho, toh uske hone ka ehsaas nahi hota … jab woh door hone lagti hai, tab woh ehsaas jaag uthta hai
by Naseeruddin Shah
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
8) Sari duniya ki thandak paisa hai
by Suresh Oberoi
in Money
tagged as: Money, World & Universe

~~ ~~
9) Maine itne aasoon dekhe hai … ke unhe jama karta toh ek samundar ban jaata
by Alok Nath
in Sadness
tagged as: Drama, Sadness

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Lahu Ke Do Rang (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *