Loha (1997) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Loha 1997 Information of Bollywood movie Loha (1997)

Details on Dialogues from Bollywood movie Loha released in year 1997.

Dialogues
1) Kafan odhne waale ghante nahin … gadhiyan ginte hain
by Dharmendra
in Time
tagged as: Drama, Time

~~ ~~
2) Dekhne mein bewda, bhagne mein ghoda aur maarne mein hatauda
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds, Rowdyism

~~ ~~
3) Saala fakiron ka chehra lekar jurm ke shahenshah se ladne ki koshish mat kar
by Mohan Joshi
in Crime
tagged as: Comedy, Crime

~~ ~~
4) Kanoon aur bhagwan jab deta hai na, toh chappad phad kar deta hai … aur jab leta hai, toh thappad maar kar leta hai
by Mithun Chakraborty
in Law & Order
tagged as: Comedy, Law & Order, Religion & God

~~ ~~
5) Main khodta nahin, sirf dafan karta hoon
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
6) Main tere is kaale color pe laal rang se is tarah se mera naam likhoonga … jis tarah se policewaale kaagaz par gang war ke report type karte hain
by Mohan Joshi
in Action
tagged as: Action, Police

~~ ~~
7) Jiske passport par Shankar maut ka thappa laga deta hai … usse sirf upar ka visa milta hai
by Dharmendra
in Death
tagged as: Action, Death

~~ ~~
8) Joh ek baar takkar dene ko aaye … haar manne ke baad usse kabhi panah mat dena … haan maut ka haar usse zaroor pehna dena
by Mohan Joshi
in Defeat & Failure
tagged as: Death, Defeat & Failure

~~ ~~
9) Abhe oye kangaal bank se bhaagi hui jhooti chavani
by Govinda
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Money, Rowdyism

~~ ~~
10) Is sanaate ko todne ke liye main maut ka dhamaka karoonga
by Mithun Chakraborty
in Action
tagged as: Action, Death

~~ ~~
11) Chalo meri jaan … chal kar lagayein pyar ki dukaan
by Govinda
in Romance
tagged as: Comedy, Romance

~~ ~~
12) Saala phateli chaddi pehenne waala meri gaddhi par behetkar noton ki gaddi ginne laga
by Deepak Shirke
in Comedy
tagged as: Comedy, Money

~~ ~~
13) Collar hilaonga toh dollar girega … kamar hilaonga toh rupaya girega
by Govinda
in Comedy
tagged as: Comedy, Money

~~ ~~
14) Magarmach ke cheenkne se machchar marte hain … mard nahin
by Mohan Joshi
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Men

~~ ~~
15) Chokri bani hai chedne ke liye … chatri bani hai kholne ke liye … chadar bani hai odhne ke liye
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
16) Zindagi chahte ho toh humse bachkar rehna … jahan nimbu nahi jaata wahan nariyal ghusad dete hai
by Ishrat Ali
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, Life, Rowdyism

~~ ~~
17) Haramipan ki badbu aa rahi hai tere baaton se … ab toh paki ho gayi teri maut mere haathon se
by Dharmendra
in Shayari
tagged as: Action, Death, Shayari

~~ ~~
18) Abhe shamshaan ke hone waale mehmaan
by Govinda
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Guest, Rowdyism

~~ ~~
19) Tere ghar mein calendar hai … 97 gaur se dekh le, kyun ki 98 tu dekh nahin payega
by Dharmendra
in Comedy
tagged as: Action, Comedy, House

~~ ~~
20) Mard ka dil us hi ke paas hota hai … jiski maa ke dhoodh mein dum hota hai
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action, Courage, Men

~~ ~~
21) Tere mooh mein ghee shakkar ki factory
by Dinesh Hingoo
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
22) Tu woh mard ban gaya hai … jiski aurat bachcha pehda karne ke liye padausi ke ghar mein jati hai
by Mohan Joshi
in Adult
tagged as: Adult, Husband & Wife

~~ ~~
23) Sar ka taj tedha ho … toh rani, rani nahin kaani lagti hai
by Ishrat Ali
in Comedy
tagged as: Comedy, Royal

~~ ~~
24) Main tera woh bura haal karoonga … joh dimak lakdi ka aur chipkali makdi ka karti hai
by Mohan Joshi
in Animals & Birds
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
25) Lohe se loha kut sakta hai … loha mar nahin sakta
by Dharmendra
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
26) Begairat besharam bano, kisi se kabhi mat darro … jab koi gaali de, jhi bharke hasso jhi bharke hasso
by Ishrat Ali
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
27) Maarne waale sun, tu kuch gadi ka mehmaan hai … teri hi hukumat mein, tujhse jung ka elaan hai
by Mithun Chakraborty
in Shayari
tagged as: Action, Shayari, War & Battle

~~ ~~
28) Loha ho ya faulad, ya ho pahadon ki aulad … jamke phatke lagaonga … yahan meri hukumat hai, tere chakke chudaonga
by Mohan Joshi
in Shayari
tagged as: Action, Shayari

~~ ~~
29) Zulm ko fanna karne ke liye maut se takra gaya hai … tujhse loha lene ke liye, dekh yeh loha aa gaya hai
by Dharmendra
in Shayari
tagged as: Action, Death, Shayari

~~ ~~
30) Guru aaya tha toh guru ghantaal bhi aayega … mere haathon se apni maut ko kabhi taal nahin payega
by Mohan Joshi
in Death
tagged as: Death, Shayari

~~ ~~
31) Main tujhe maaf nahin karoonga … main tujhe aaisa saaf karoonga … jaise hajaam do baar sabun lagake daari saaf karta hai
by Mohan Joshi
in Action
tagged as: Action, Comedy

~~ ~~
32) Kuch is tarah se bhunne hain maine taqdeer ke dhaage … achche achchon ko jhukna padta hai mere aage
by Ishrat Ali
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
33) Jo apun ki baat maanta hai na, usse main Himalaya ke pahad ki choti par bhita deta hoon … aur joh apun ki baat nahin maanta, usse hari mirch ki chutney par bhita deta hoon
by Mohan Joshi
in Rowdyism
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Rowdyism

~~ ~~
34) Ab main bina petrol ki gaadi aur bina nashe ki taadi hoon … ab main woh phateli sari hoon jisko koi hijhra bhi nahin pehne
by Deepak Shirke
in Comedy
tagged as: Clothes & Shoes, Comedy, Transportation

~~ ~~
35) Main Dhobi Ghat pe tooteli khaat pe lita lita kar maroonga
by Deepak Shirke
in Action
tagged as: Action, Comedy

~~ ~~
36) Tere ghar mein mere bachche khelenge … lekin tujhe daddy kehkar pukarenge
by Pramod Moutho
in Adult
tagged as: Adult, Comedy, House

~~ ~~
37) Mere peeche itne siyaasi haath hain … jitne aapke sar pe baal bhi nahin honge
by Ishrat Ali
in Politics
tagged as: Comedy, Politics

~~ ~~
38) Chamdi ukhaadkar tera chehra bhigaad doonga … tukde udaakar tere dal-dal mein gaad doonga
by Ishrat Ali
in Shayari
tagged as: Action, Shayari

~~ ~~
39) Main woh cinema ka aadha tukda hoon … jiski keemat show khatam hone ke baad do kaudi ki bhi nahin rehti
by Deepak Shirke
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
40) Kauve ne cheel ka chuma liya … aur cheel ne chuhe ka bachcha pehda kiya
by Deepak Shirke
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
41) Bheenk mangni parti hain kanoon ke wafaadaron ko … par maal khane ko milta hai desh ke gaddaron ko
by Ishrat Ali
in Shayari
tagged as: Law & Order, Shayari

~~ ~~
42) Main aaj hoon aaj … jiska aakhi Mumbai shehar pe chalta hai raj
by Mohan Joshi
in Rowdyism
tagged as: City & Places, Rowdyism

~~ ~~
43) Teri halat us aids lagi randi ki tarah ho gayi hai … jiske paas kabhi koi grahak nahin jaata
by Mohan Joshi
in Adult
tagged as: Adult

~~ ~~
44) Aaisi ulti palti karke maarega … ki tu khoon ki ulti karke marega
by Deepak Shirke
in Action
tagged as: Action

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Loha (1997), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *