Dulhe Raja (1998) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Dulhe Raja 1998 Information of Bollywood movie Dulhe Raja (1998)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Dulhe Raja released in year 1998.

Genre Comedy, Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Govinda, Raveena Tandon, Kader Khan, Prem Chopra, Mohnish Behl, Johnny Lever, Asrani
Director
Harmesh Malhotra
Producer
Harmeesh Malhotra
Music
Anand-Milind
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Daulat ka kya hai, woh toh aati jati rehti hai … magar beti toh ghar ki izzat hai … aur izzat ek baar chali jaye toh woh laut kar vapis nahi aaya karti
by Kader Khan
in Women
tagged as: Drama, Money, Women

~~ ~~
2) Meri maa ne kaha tha … ki jab bhi koi buzurg tum par haath uthaye, toh uska jawab muskurakar dena
by Govinda
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration, Parents

~~ ~~
3) Aaj tak mujhe tum jaisi koi ladki dikhi hi nahi … dikhi hai toh mili hi nahi … mili nahi toh baat bani hi nahi … baat bani nahi toh baat aage badhi hi nahi … isliye main zindagi mein peeche reh gaya
by Govinda
in Romance
tagged as: Comedy, Life, Romance

~~ ~~
4) Haraam ki daulat, zabardasti ka pyar aur ganda badbudar khana … in teeno ka ek hi hashar hona chahiye … inhe uthakar kachre ke dabbe mein phek dena chahiye
by Govinda
in Comedy
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
5) Ek juari ki haar ya jeet ka faisla tab hota hai … jab woh apne saare patte khol deta hai
by Mohnish Behl
in Gambling
tagged as: Defeat & Failure, Gambling, Victory & Success

~~ ~~
6) Yeh andhere mein hazaar volt ke jhatke kyun de rahi ho? … mere dil mein na jaane kaise kaise bulb jal uthe
by Govinda
in Adult
tagged as: Adult, Comedy

~~ ~~
7) Zara hum mein bhi batting karne do yaar … taki hum bhi batayein ki ball stadium ke bahar kaise jata hai
by Govinda
in Sports & Games
tagged as: Sports & Games

~~ ~~
8) Mann mein itna loud baat karoge toh awaaz toh aayegi na
by Govinda
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
9) Ummeed ka diya toh zindagi ka diya bujhne ke baad hi bujhta hai
by Govinda
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Life

~~ ~~
10) Log toh aasteen mein saanp paalte hai … lekin tum toh aasteen ke bichhoo nikle
by Prem Chopra
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
11) Uski wajah se mera blood pressure, pressure cooker ki mafik itna upar chad jata hai … ki chaaro taraf se seetiyan bajne lagti hai
by Dinesh Hingoo
in Comedy
tagged as: Comedy

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Dulhe Raja (1998), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *