Information of Bollywood movie 23rd March 1931: Shaheed (2002)
Details on Dialogues from Bollywood movie 23rd March 1931: Shaheed released in year 2002.
Genre Drama, History
Dialogues
1) Marna toh ek din hum sabko hi hai … lekin maut aaisi ho jise sab yaad rakhe
by Amrita Singh
in Death
tagged as: Death, Inspiration
~~ ~~
2) Is ghulam Hindustan mein agar meri shaadi hui … toh sirf maut se hogi … aur mere baraati honge is watan ki aan mein kurbaan hone waale shaheed
by Bobby Deol
in Patriotism
tagged as: Death, Marriage & Wedding, Patriotism
~~ ~~
3) Yahan insaaf nahi hone waala … yahan sirf jhoot kaha jayega, jhoot suna jayega aur jhoot likha jayega
by Bobby Deol
in Lies & Cheating
tagged as: Drama, Lies & Cheating
~~ ~~
4) Inquilaab ke liye kurbaanio ki zaroorat hoti hai … khoon ki zaroorat hoti hai
by Bobby Deol
in Patriotism
tagged as: Drama, Inspiration, Patriotism
~~ ~~
5) Jazbaat aur josh ki umar zyada nahi hua karti
by Suresh Oberoi
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
6) Woh hum mein maar sakte hai … lekin hamare khayalo ko nahi, humaare maqsad ko nahi
by Bobby Deol
in Patriotism
tagged as: Drama, Patriotism
~~ ~~
7) Bhook mazboot se mazboot aadmi ko todh deti hai
by Bobby Deol
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
8) Hindustani hai hum, Hindustan hai hamara … mudh jao Simon jahan desh hai tumhara
by Bobby Deol
in Patriotism
tagged as: Patriotism
~~ ~~
9) Yeh jitne ghaav hai seene pe, sab phoolon ke ghuche hai … hum mein pagal hi rehne de, hum pagal hi achche hai
by Akshay Anand
in Shayari
tagged as: Action, Flowers & Trees, Shayari
~~ ~~
10) Soora so pehchaniye joh lare deen ke het … purja purja kat marre, kabh hoon na chhade khet
by Bobby Deol
in Shayari
tagged as: Courage, Patriotism, Shayari
~~ ~~
11) Lakh baando tum hum mein zanjeer se … waqt par niklenge phir bhi teer se
in Shayari
tagged as: Action, Shayari, Time
~~ ~~
12) Shareer jitna adhik sukh paata hai … utna hi adhik sukh chahta hai
by Sunny Deol
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
13) Savera hone se pehle … andhera bahut gehra ho jaata hai
by Divya Dutta
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
14) Sirf pistol aur bomb kabhi inquilaab nahi la sakte … balki inquilaab ki talwar vichaaron ki saan par tezz hoti hai
by Bobby Deol
in Patriotism
tagged as: Drama, Inspiration, Patriotism
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie 23rd March 1931: Shaheed (2002), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply