Aa Gale Lag Jaa (1994) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Aa Gale Lag Jaa 1994 Information of Bollywood movie Aa Gale Lag Jaa (1994)

Details on Dialogues from Bollywood movie Aa Gale Lag Jaa released in year 1994.

Genre Romance

Dialogues
1) Phatte hue kapde toh sille jaate hai … lekin gayi hui izzat vapas nahi aati hai
by Paresh Rawal
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes

~~ ~~
2) Aurat ki izzat heere ke haar se zyada keemti hoti hai
by Reema Lagoo
in Women
tagged as: Drama, Women

~~ ~~
3) Woh bhookhi pyasi nahi hai, uska pet bhar gaya hai … mohabbat ki hawa khake, ishq ka sharbat peke
by Paresh Rawal
in Romance
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Romance

~~ ~~
4) Baat jab sadak tak pahunch jaati hai … toh ghar ke andhar jhankne ki zaroorat nahi padti
by Roopesh Kumar
in House
tagged as: Drama, House

~~ ~~
5) Mujhe maut se na daraiye … main sar par kafan bandh kar hi yahan aaya hoon
by Jugal Hansraj
in Death
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
6) Woh jeb toh maine kabhi silvahi hi nahi … jis mein daulat ke alava aur bhi kuch rakha jaye
by Roopesh Kumar
in Clothes & Shoes
tagged as: Clothes & Shoes, Money

~~ ~~
7) Tumhare Jagatpal uncle ne zindagi ka bhoj kam aur laashon ka bhoj zyada uthaya hai
by Raza Murad
in Life
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
8) Lagata hai tumhari aankhon mein soovar ka baal hai
by Paresh Rawal
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
9) Khanna koi ganna nahi jisse choos kar koi bhi uska juice pee jaye
by Roopesh Kumar
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
10) Umar ka rog jism ko lagta hai jigar ko nahi
by Paresh Rawal
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
11) License bandook ka nahi … bandook chalane waale ki himmat ka hona chahiye
by Gulshan Grover
in Courage
tagged as: Action, Courage

~~ ~~
12) Saale tune bhi dushmani ki laash par khoob dosti ka kafan pehnaya hai
by Ranjeet
in Enemy
tagged as: Enemy, Friendship

~~ ~~
13) Duniya mein abhi tak kisi government ne aaise note nahi banaye … joh ek baap se uske bete ko khareed le
by Paresh Rawal
in Government
tagged as: Government, Money, Parents

~~ ~~
14) Jinke haath khud khoon se range ho … woh doosron par ungli nahi uthate
by Raza Murad
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Aa Gale Lag Jaa (1994), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *