Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar (1984) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar 1984 Information of Bollywood movie Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar (1984)

Details on Dialogues from Bollywood movie Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar released in year 1984.

Genre Action, Drama

Dialogues
1) Yeh joh vote hai na yeh kagaz ka tukda nahi hai … ki dabbe mein daala aur chal diye … yeh vote tumhare parivar, tumhare desh, uski unnati ki parchi hai … yeh toh do dhaari talwar hai joh dono taraf se kaatti hai … theek jagah pade toh desh khushal aur galat jagah pade toh desh ka satyanash
by Rajesh Khanna
in Politics
tagged as: Inspiration, Patriotism, Politics

~~ ~~
2) Jab raajneeti pesha ban jaati hai, vyapar ban jaati hai … toh kursi desh se badi ho jaati hai
by A. K. Hangal
in Politics
tagged as: Business, Politics

~~ ~~
3) Agar usne apna rasta nahi badla toh majboor hokar hum mein apna rasta badalna hoga … aur woh rasta khoon ke darya se hoke guzrega
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
4) Hamare desh mein samajwad kahan hai … hamare desh mein toh afsarwad hai, jaat-paatwad hai, kursiwad hai … arre samajwad toh tab aayega jab aap apne vote ki taqat mehsoos karenge
by Rajesh Khanna
in Politics
tagged as: Inspiration, Politics

~~ ~~
5) Zulm aur anyay ke khilaaf pehle hamesha ek hi awaaz uthti hai, ek hi haath uthta hai … aur phir dheere dheere sarfaroshon ka caravan tayaar ho jaata hai
by Shatrughan Sinha
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Patriotism

~~ ~~
6) Woh log mujhe toh maar sakte hai lekin meri awaaz ko nahi kuchal sakte … meri awaaz croreon mazdooron ki awaaz bankar un zalimon ke kaano se takrayegi … mere khoon ke ek ek boond se hazaron lakhon croreon Kranti Kumar pehda honge … joh is dharti se zulm, anyay aur baimaani ke rakshas ko hamesha hamesha ke liye khatam kar denge … kranti hogi, poorn kranti, sampoorn kranti!
by Shatrughan Sinha
in Patriotism
tagged as: Lies & Cheating, Patriotism

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Aaj Ka M.L.A. Ram Avtar (1984), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *