Aaye Din Bahar Ke (1966) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Aaye Din Bahar Ke 1966 Information of Bollywood movie Aaye Din Bahar Ke (1966)

Details on Dialogues from Bollywood movie Aaye Din Bahar Ke released in year 1966.

Dialogues
1) Teri tasveer mein tujhse bhi ek khoob nirali hai … lipat lo jitna jee chahe, na gussa hai na gaali hai
by Rajendra Nath
in Shayari
tagged as: Comedy, Romance, Shayari

~~ ~~
2) Sarkari sadak hai yeh tera ghar toh nahi hai … hum kyun na kare ishq, tera darr toh nahi hai
by Dharmendra
in Shayari
tagged as: Government, House, Shayari

~~ ~~
3) Pyar ki raah mein na kadam rakhne se pehle socha jaata hai … na kadam rakhne ke baad
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
4) Daulat kabiliyat nahi paida kar sakti … magar kabiliyat daulat pehda kar sakti hai
in Money
tagged as: Inspiration, Money

~~ ~~
5) Nigahein woh ki raahgiron pe jinke vaar hote hai … yeh achchi sooraton waale musafir maar hote hai
by Dharmendra
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
6) Raah par unko laga laye toh hai baaton mein … aur khul jayenge do chaar mulaqaton mein
by Dharmendra
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
7) Na jaane log lakhpati crorepati kaise ban jaate hai … apna toh pati banana mushkil ho raha hai
by Dharmendra
in Money
tagged as: Comedy, Husband & Wife, Money

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Aaye Din Bahar Ke (1966), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *