Ajooba (1991) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Ajooba 1991 Information of Bollywood movie Ajooba (1991)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Ajooba released in year 1991.

Genre Adventure, Fantasy

Persons
Actor
Amitabh Bachchan, Dimple Kapadia, Rishi Kapoor, Shammi Kapoor, Bakhtawar Murad Khan, Ariadna Shengelaia, Sayeed Jaffrey, Amrish Puri
Director
Shashi Kapoor, Gennadi Vasilyev
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Sukh aur dukh dono uparwaale ki den hai … is liye sukh ki tarah dukh ko bhi apnana seekho
by Shammi Kapoor
in Inspiration
tagged as: Happiness, Inspiration, Sadness

~~ ~~
2) Apne zulm ki takat par itna naaj na karna … kyun ki tumhari napak hasti ko nestonabud karne waala paida ho chuka hai
by Saeed Jaffrey
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Hamare Hind mein auraton ko izzat ki nazaron se dekha jaata hai … hawas aur besharmi se nahi
by Dimple Kapadia
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
4) Jako rakhe saiyan, maar sake na koi … baal na baka kar sake, joh jag bairi hoye
by Dara Singh
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Religion & God, World & Universe

~~ ~~
5) Isse toh aaise zakhm do joh kabhi na bhare … aur yeh zindagi bhar apni hi laash ko apne kandhon par uthaye tadpata rahe
by Amrish Puri
in Action
tagged as: Action, Life

~~ ~~
6) Main fauladi shaitan ki madad se sultan toh kya … sari duniya par fateh hasil kar sakta hoon … shaitan zindabad, shaitan zindabad
by Amrish Puri
in Victory & Success
tagged as: Horror, Royal, Victory & Success

~~ ~~
7) Husn ka deewana hoon … kabhi bhawara, kabhi bulbul, kabhi parwana hoon
by Rishi Kapoor
in Comedy
tagged as: Animals & Birds, Comedy

~~ ~~
8) Husn ibaadat hai meri, ishq mazhab hai mera … hoon toh insaan magar, bhes hai parwane ka
by Rishi Kapoor
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
9) Uparwaala kisi ko sazaa dene ke liye khud chalkar neeche nahi aata … ussike kehane se koi insaan zulm aur sitam ka muqabla karne ke liye uthta hai … aur aaj main zulm ko khatam karke hi rahoonga
by Amitabh Bachchan
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
10) Main Hind ki sherni hoon … mera ek panja uth gaya toh tera ye haath tere dhad se alag ho jayega
by Dimple Kapadia
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
11) Aainda kisi gareeb par haath uthane ki koshish ki … toh tumhare haathon ko bhik mangne ke kabil bhi nahi chhodunga
by Amitabh Bachchan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
12) Tum angoor ke woh guchhe ho jinse sharab nichodi ja chuki hai … aur Ruksana ek paka hua anaar hai jiska ek ek dana hum choos choos kar khayenge
in Adult
tagged as: Adult, Food & Drinks

~~ ~~
13) Mamta ki koi zaban nahi hoti … naa hi pyar ki koi tasveer hoti hai
by Amitabh Bachchan
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Ajooba (1991), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *