Amar Deep (1979) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Amar Deep 1979 Information of Bollywood movie Amar Deep (1979)

Details on Dialogues from Bollywood movie Amar Deep released in year 1979.

Genre Drama, Romance

Dialogues
1) Pyar toh na bikne ki cheez hai, na khareedne ki cheez hai … pyar toh sirf karne ki cheez hai
by Rajesh Khanna
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Aadmi apni buraiyon ke liye doosron ko dosh deta hai … par sach toh yeh hai … ki aadmi ke bheetar chupi apni hi koi kamzori hoti hai jiske kaaran woh bura banta hai
by Shabana Azmi
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
3) Kisi kisi dukh ke peeche ek bada sukh chupa hota hai
by Rajesh Khanna
in Sadness
tagged as: Happiness, Sadness

~~ ~~
4) Duniya mein joh apni hasti bhool jaata hai … duniya bhi uski hasti bhool jaati hai
by Deven Verma
in World & Universe
tagged as: World & Universe

~~ ~~
5) Duniya mein sadaa rehne ko aata nahi koi … tum jaise gaye aaise bhi jaata nahi koi … kyun marke bhi honthon pe hassi khel rahi hai … sab jaante hai aur batata nahi koi … dil pehle hi darta tha ki jal jayega daaman … daaman se amar deep bhujata nahi koi
in Poem
tagged as: Death, Poem

~~ ~~
6) Duniya ek bahut badi mandi hai, bazar hai … jahan pe har cheez ka bhaav hai, mol hai … jahan pe har cheez ek bikau maal hai
by Rajesh Khanna
in World & Universe
tagged as: World & Universe

~~ ~~
7) Paise kamane ke do tareeke hai … ek toh zabardast mehnat, lekin uske liye bahut samay ka intezar karna padta hai … aur doosra bagair mehnat ke insaan amir ban sakta hai, lekin uske liye hausle ki zaroorat hai
by Ashok Kumar
in Money
tagged as: Courage, Money, Time

~~ ~~
8) Maangne waala maangkar dene waale ko maan hi toh deta hai
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Hum vyapar aur pyar ko kabhi ek saath nahi milate
by Rajesh Khanna
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
10) Bahar se dikhne mein toh hum jagmaga rahe hai ek deep ki tarah … lekin andar se sirf ek jali hui kaali baati ki tarah hai
by Rajesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Amar Deep (1979), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *