Amiri Garibi (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Amiri Garibi 1990 Information of Bollywood movie Amiri Garibi (1990)

Details on Dialogues from Bollywood movie Amiri Garibi released in year 1990.

Genre Family

Dialogues
1) Ek aurat ke liye uske pati ke pyar ke bina duniya ki tamaam daulat, saare sukh ke samaan … us bejaan kagaz ke phool ki tarah hote hai … jin mein banavati rang toh hote hai lekin zindagi ki khushboo nahi hoti
by Poonam Dhillon
in Husband & Wife
tagged as: Husband & Wife, Life, Money

~~ ~~
2) Jab tu bahar se kisi daulat waale ka bangla dekhega na … toh tujhe lagega ki bhagwan ne isse bahut kuch diya hai … par jab andar jaake dekhega … toh tujhe lagega bhagwan ne isse bahut kuch cheen bhi liya hai
by Om Shivpuri
in House
tagged as: House, Religion & God

~~ ~~
3) Shaadi vivah mein jab bhi jaana hota hai na … toh hamari memsaab ko toh do din pehle bata dena padta hai … unko sajne savarne mein itna waqt lag jaata hai … ki shaadi ke din ki bajai hum pehle bache ke janam din par hi pahunch paate hai
by Tiku Talsania
in Comedy
tagged as: Birthday, Comedy, Marriage & Wedding

~~ ~~
4) Aurat ki sundarta aur jawaani ka mehatva tabhi hai … jab us mein mard ko rijhane ki adayein ho … patthar ko pighlane waale husn ka jaadu ho
by Raj Babbar
in Women
tagged as: Women

~~ ~~
5) In doctoron ke chakkar bhi ajeeb hote hai … jinke paas kuch nahi hota, unhe kehte hai phal khao, makhan khao, badam khao … aur jinke paas sab kuch hota hai, unhe kehte hai ki yeh mat khao woh mat khao
by Pran
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Amiri Garibi (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *