Avtaar (1983) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Avtaar 1983 Information of Bollywood movie Avtaar (1983)

Details on Dialogues from Bollywood movie Avtaar released in year 1983.

Genre Drama, Family

Dialogues
1) Kya husn ne samjha hai, kya ishq ne jaana hai … hum khaak nasheeno ki thokar mein zamana hai
by A. K. Hangal
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
2) Retire toh aadmi ko us din hona chahiye … jab upar waale ka bulava aa jaye
by Rajesh Khanna
in Job & Career
tagged as: Drama, Job & Career

~~ ~~
3) Bada aadmi toh woh hota hai joh doosron ko chota nahi samajhta
by Rajesh Khanna
in Inspiration
tagged as: Drama, Inspiration

~~ ~~
4) Daulat se zindagi ka har jazba, har lamha khareeda ja sakta hai
by Madan Puri
in Money
tagged as: Life, Money

~~ ~~
5) Yaaron utho, chalo, bhaago, daudo … marne se pehle jeena na chhodo
by Rajesh Khanna
in Inspiration
tagged as: Inspiration

~~ ~~
6) Pachtave ke ek aasoon se … saare gunaah bhagwan bhi maaf kar deta hai
by Shabana Azmi
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
7) Kaun kiske kareeb hoga, apna apna naseeb hoga … yaad karega jab azeez koi, dard dil ke kareeb hoga
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari

~~ ~~
8) Is kambakht neend ko kya hua ki aati hi nahi … aur tumhari yaad hai ki jaati hi nahi
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
9) Daulat libaas badal sakti hai … jism ko nahi badal sakti
in Money
tagged as: Clothes & Shoes, Money

~~ ~~
10) Mazaa toh jab hai aa jaye kahin unki tabhiyat bhi … zara woh bhi toh jaane karvatein kyun kar badalte hai
by A. K. Hangal
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
11) Kisi ka fayda, kisi ka nuksaan … kisi ka nuksaan, kisi ka fayda … issi ka naam duniya hai
by Rajesh Khanna
in Business
tagged as: Business, World & Universe

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Avtaar (1983), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *