Baaghi: A Rebel for Love (1990) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Baaghi: A Rebel for Love 1990 Information of Bollywood movie Baaghi: A Rebel for Love (1990)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Baaghi: A Rebel for Love released in year 1990.

Genre Action, Romance

Persons
Actor
Salman Khan, Nagma, Shakti Kapoor, Kiran Kumar
Director
Deepak S. Shivdasani
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Agar pyar karna bagawat hai, kisi ko sahara dena bagawat hai … toh main aapke khilaf, aapke kanoon ke khilaf, aapke samaaj ke khilaf bagawat karta hoon … main bhaagi hoon … haan main bhaagi hoon
by Salman Khan
in Drama
tagged as: Drama, Law & Order

~~ ~~
2) Agar yeh hi hai aapki duniya toh nahi chahiye mujhe aapki duniya … nahi chahiye mujhe woh duniya jis mein ek ladki ke saare haq cheene jaye … beti hone ka, behen hone ka, biwi hone ka … ek zinda insaan ko ek bejaan cheez ki tarah bazar mein rakha jaye … uska mol lagaya jaye, usse khareeda jaye, usse becha jaye … aur phir kaha jaye ki yahi duniya ka dastoor hai … nahi chahiye mujhe aapki duniya
by Salman Khan
in World & Universe
tagged as: Drama, Women, World & Universe

~~ ~~
3) Apun ke dhande ke andhar rishta nahi … fayda soocha jaata hai
by Shakti Kapoor
in Business
tagged as: Business

~~ ~~
4) Yeh duniya bahut badi aur lambi hai … magar Dhanraj ke haath usse kahin zyada bade aur lambe hai
by Shakti Kapoor
in Action
tagged as: Action, World & Universe

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Baaghi: A Rebel for Love (1990), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *