Bajirao Mastani (2015) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Bajirao Mastani 2015 Information of Bollywood movie Bajirao Mastani (2015)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Bajirao Mastani released in year 2015.

Genre History, Romance, War

Persons
Actor
Ranveer Singh, Deepika Padukone, Priyanka Chopra, Tanvi Azmi, Vaibhav Tatwawadi, Mahesh Manjrekar, Milind Soman, Sanjay Mishra, Aditya Pancholi
Music
Sanchit Balhara, Sanjay Leela Bhansali
Director
Sanjay Leela Bhansali
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Bajirao ne Mastani se mohabbat ki hai … ayyashi nahi
by Ranveer Singh
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Kiski talvar par sar rakhon yeh bata do mujhe … ishq karna agar khata hai toh saza do mujhe
by Deepika Padukone
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
3) Cheeteh ki chaal, baaz ki nazar aur Bajirao ki talvar par sandeh nahi karte … kabhi bhi maat de sakti hai
by Ranveer Singh
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
4) Ishq … joh toofani dariya se bagavat kar jaaye woh ishq … bhare darbar mein joh duniya se ladh jaaye woh ishq … joh mehboob ko dekhe toh khuda ko bhool jaaye woh ishq
by Deepika Padukone
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
5) Aap humse hamari zindagi maang lete hum aapko khushi khushi de dete … par aapne toh humse hamara guroor cheen liya
by Priyanka Chopra
in Drama
tagged as: Drama, Life

~~ ~~
6) Hamare dil ek saath dhadakte hai … aur ek saath rukte bhi hai
by Ranveer Singh
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
7) Heere mein heera ho toh usse kehte hai Kohinoor … Rao ka naam lete hi Kashi ke chehre par aata hai noor
by Priyanka Chopra
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
8) Marathaon ke paas dushman jitni daulat ho na ho … yudh mein bahane ke liye khoon kayi zyada hai
by Ranveer Singh
in Money
tagged as: Enemy, Money, War & Battle

~~ ~~
9) Har dharam mohabbat sikhata hai … par mohabbat ka toh koi dharam nahi hota … woh khud apne aap mein ek dharam hai
in Religion & God
tagged as: Inspiration, Religion & God

~~ ~~
10) Lagaam dikhti nahi hai par zubaan par honi chahiye … samajhla
by Ranveer Singh
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
11) Jab deewaron se zyada doori dilon mein ho jaye … toh chatt nahi tikti
by Ranveer Singh
in Drama
tagged as: Drama, House

~~ ~~
12) Yeh sach hai ki har dharam ne ek rang ko chun liya hai, par rang ka toh koi dharam nahi hota … haan kabhi kabhi insaan ka mann kaala zaroor ho jaata hai joh usse rang mein bhi dharam dikhai deta hai
by Deepika Padukone
in Religion & God
tagged as: Inspiration, Religion & God

~~ ~~
13) Har yudh ka nateeja talwaron se nahi hota … talwar se zyada dhaar chalane waale ki soch mein honi chahiye
by Ranveer Singh
in War & Battle
tagged as: Action, War & Battle

~~ ~~
14) Woh veer hi kya jiske samne shrungaar apni palkein na jhuka de … woh shrungaar hi kya jiske samne veer apni talwar na daal de
by Ranveer Singh
in Shayari
tagged as: Shayari

~~ ~~
15) Dushman ki chaati mein talwar pironha aasaan hai … par rishton ke motiyon mein dhaaga pironha bahut hi mushkil
by Ranveer Singh
in Drama
tagged as: Drama, Enemy

~~ ~~
16) Maratha sultanat mein agar Chhatrapati Shivaji aur Shambhuraje ke baad koi hai, toh woh sirf Baji hi Baji hai … baaki toh sab bajhi hai
by Raza Murad
in Royal
tagged as: Food & Drinks, Royal

~~ ~~
17) Surya kirano ke bina, khushboo hawa ke bina aur raja pradhaan ke bina adhoora hai
by Mahesh Manjrekar
in Royal
tagged as: Royal

~~ ~~
18) Dhakhan mein agar koi bahadur hai toh woh Nizam hi Nizam hai … baaki toh bina guthli ke aam hai
by Ranveer Singh
in Courage
tagged as: Courage, Food & Drinks

~~ ~~
19) Jag mein kho jaane waale toh kabhi kabhi mil bhi jaate hai … lekin joh apne hi ghar ke aangan mein kho jaaye … woh itni aasaani se nahi milte
by Priyanka Chopra
in Drama
tagged as: Drama, House

~~ ~~
20) Tujhe yaad kar liya hai aayat ki tarah … ab tera zikr hoga ibadat ki tarah
by Deepika Padukone
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
21) Aandhi roke toh hum toofan … toofan roke toh hum aag ka dariya
by Ranveer Singh
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism, Weather

~~ ~~
22) Bajirao ki raftaar hi Bajirao ki pehchaan hai
by Ranveer Singh
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
23) Putra agar pita ki paghdi pehan le toh usmein pita ki buddhi toh nahi aa jaati … chandan ke vrush ko bhi sugandh dene ke liye ek umar ki avashakta hoti hai
by Aditya Pancholi
in Parents
tagged as: Flowers & Trees, Parents

~~ ~~
24) Apni dharti, apna raaj … Chhatrapati Shivaji ka ek hi sapna … Hindu swaraj
by Ranveer Singh
in Religion & God
tagged as: Dreams, Religion & God

~~ ~~
25) Adhoori mulaqat hi toh phir se milne ka vaada hota hai
by Deepika Padukone
in Drama
tagged as: Drama

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Bajirao Mastani (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *