Barkhaa (2015) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Barkhaa 2015 Information of Bollywood movie Barkhaa (2015)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Barkhaa released in year 2015.

Genre Romance

Persons
Actor
Sara Loren, Taaha Shah, Priyanshu Chatterjee, Shweta Pandit, Puneet Issar, Ashiesh Roy
Director
Shadaab Mirza
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Aurat pyar ke liye mard ke saath sooti hai aur mard soone ke liye pyar karta hai
by Sara Loren
in Men
tagged as: Men, Women

~~ ~~
2) Kabhi kabhi sach ko bhi apna wajood sabit karne ke liye khud se hi ladai ladni padti hai
by Sara Loren
in Truth & Honesty
tagged as: Truth & Honesty

~~ ~~
3) Shaadi ke baad aadmi aadmi nahi rehta hai … ATM machine ban jaata hai … farmaish dalo paisa nikalo
in Marriage & Wedding
tagged as: Comedy, Marriage & Wedding, Money

~~ ~~
4) Vakil do tarah ke hote hai … ek woh joh kanoon janta hai … aur doosra joh judge ko janta hai
by Puneet Issar
in Law & Order
tagged as: Comedy, Law & Order

~~ ~~
5) Taqdeer guzre hue kal aur aane waale kal ke beech ka hi doosra naam hai … kismat in do palon ki beech mein hi apna faisla sunati hai
by Sara Loren
in Luck & Destiny
tagged as: Luck & Destiny, Time

~~ ~~
6) Kuch kahaniyon ka adhoorapan hi unka anth hota hai … sab kuch toh kabhi poora nahi hota … poora bhi kahin adhoora hi reh jaata hai
by Sara Loren
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Main toh woh lailaaj bimari hoon … joh tumhari jaan jaane se hi chutegi
in Drama
tagged as: Death, Drama

~~ ~~
8) Phatte tak pee phir phatte tak jee!
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
9) Bas paisa apna jaani … baki sab cheeni kam pani
by Sara Loren
in Money
tagged as: Food & Drinks, Money

~~ ~~
10) Achche dost milna mushkil hai … aur sache dost milna usse bhi mushkil
in Friendship
tagged as: Friendship

~~ ~~
11) Zindagi har pal badalti hai … aur har pal mein sab kuch badalkar rakh dene ki taqat hoti hai
by Sara Loren
in Life
tagged as: Life, Time

~~ ~~
12) Main panchi hoon … choti choti udhane bharti panchi … woh udhne ke bahane doondhti panchi … main panchi hoon … kismat ki ek ajeeb dastaan sunati panchi … apne haathon se apne pankhon ko kaantne ki kahani sunati panchi … halaat ka ek alag hi aks dikhati panchi … panchi ki kahani sunati panchi … main panchi hoon
in Poem
tagged as: Animals & Birds, Poem

~~ ~~
13) Jab dil kaam karta hai na … toh dimaag nahi karta
in Romance
tagged as: Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Barkhaa (2015), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *