Barsaat (1995) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Barsaat 1995 Information of Bollywood movie Barsaat (1995)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Barsaat released in year 1995.

Genre Drama, Romance, Foreign

Persons
Actor
Bobby Deol, Twinkle Khanna, Raj Babbar, Mukesh Khanna
Director
Rajkumar Santoshi
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Kuch dard aaise bhi hai jinse tum waqif nahi … aaise dard jisse Tina ki toh kya … insaan ko khud apni pehchan tak bhula dete hai
by Danny Denzongpa
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
2) Hum tumhe aaisi maut denge … ki log kutte ko bhulakar tumhari maut ki misaal diya karenge
by Raj Babbar
in Death
tagged as: Animals & Birds, Death

~~ ~~
3) Pyar jab bagawat par utar aata hai … toh koi taqat usse nahi rok sakti … na insaan ki, na kudrat ki
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama, Religion & God, Romance

~~ ~~
4) Jitna woh Negi ko tarsayega … utna hi Negi usse tadpayega
by Danny Denzongpa
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
5) Main yahan dosti karne aaya hoon … ghulami karne nahi
by Bobby Deol
in Friendship
tagged as: Friendship

~~ ~~
6) Saat lakh kya, saat crore kya … main toh saat janamon mein bhi uski ek muskaan na bechun
by Bobby Deol
in Money
tagged as: Life, Money

~~ ~~
7) Gurrao mat … hamare samne joh gurrate hai … hum unki khaal udhadwakar us mein bhusa bharwa dete hai
by Raj Babbar
in Rowdyism
tagged as: Rowdyism

~~ ~~
8) Agar daayen baayen ke chakkar mein nishana chook gaya … toh main aapko tadapne ka mauka bhi nahi doonga
by Bobby Deol
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
9) Pyar mein khud pe barchiyan chale toh koi gham nahi … magar pyar ko koi gaali de toh uska taitwa nikaal ke junglee kutton ko daal do
by Bobby Deol
in Action
tagged as: Action, Animals & Birds

~~ ~~
10) Jisse dekho sharif aadmi dhoondta hai … kyun ki ek sharif aadmi ki wajah se dus badmaashon ka ghar chalta hai
by Harish Patel
in Truth & Honesty
tagged as: Comedy, House, Truth & Honesty

~~ ~~
11) Meri teen baatein yaad rakhna bete … sachai se kabhi mooh modna nahi, zulm ke aage kabhi jhukna nahi, dil ki pehli awaaz sunna … kyun ki pehli awaaz parmatma ki hoti hai … bad mein shaitan bolta hai
by Mukesh Khanna
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Religion & God, Truth & Honesty

~~ ~~
12) Aadmi ke vichaar aur harkaton ka shehar ya jungle se koi sambandh nahi hota … aur na hi ameeri gareebi se koi vasta
by Bobby Deol
in Drama
tagged as: City & Places, Drama

~~ ~~
13) Joh pyar karte hai woh sar jhukakar nahi sar uthakar baat karte hai
by Mukesh Khanna
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
14) Pyar karne waale kisi ke mana karne par kab ruke hai … yeh dil toh pagal deewana hai, yeh toh pyar karega … yeh na kabhi dara hai duniya se, na kabhi darega
by Bobby Deol
in Romance
tagged as: Drama, Romance

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Barsaat (1995), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *