Information of Bollywood movie Basant (1960)
Details on Dialogues from Bollywood movie Basant released in year 1960.
Genre Drama, Romance
Dialogues
1) Deewana banana hai toh deewana bana de … varna kahin taqdeer tamasha na bana de
by Johnny Walker
in Shayari
tagged as: Luck & Destiny, Shayari
~~ ~~
2) Insaan toh paon se chalta hai … lekin unhe chalane waala hota hai dil
in Drama
tagged as: Drama
~~ ~~
3) Main bolonga toh bologi ki bolta hai
by Johnny Walker
in Comedy
tagged as: Comedy
~~ ~~
4) Kahan hai woh ladki jiske daaman mein mooh chupakar insaan sari duniya ko bhool sake … kahan hai woh ladki jise dekhkar mann bol uthe, is paar yeh madhu hai, tum ho, us paar na jaane kya hoga … kahan hai woh ladki jise dekhte hi yeh mehsoos ho, ki jise main janam janam se dhoond raha hoon woh yahi hai … kahan hai woh ladki jiske baare mein Tagore ne kaha tha, teri neeli aankhen ek gehri jheel ki tarah hai, jee chahta hai main un mein doob doob jaon … kahan hai woh ladki joh mere saath sagar ki machalti lehron mein kood padegi, kahan hai woh ladki joh mere saath jayegi
by Shammi Kapoor
in Poem
tagged as: Poem, Romance, Women
~~ ~~
5) Bholi bhali shakal waale hote hai jallad se … bewafaaon se pyar kaun kare, husn ka aitbaar kaun kare
by Shammi Kapoor
in Shayari
tagged as: Lies & Cheating, Shayari
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~
In case there is some content missed or incorrect from the movie Basant (1960), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.
Leave a Reply