Billoo Badshah (1989) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Billoo Badshah 1989 Information of Bollywood movie Billoo Badshah (1989)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Billoo Badshah released in year 1989.

Genre Action, Crime, Drama

Persons
Actor
Shatrughan Sinha, Anita Raj, Govinda, Neelam Kothari, Sumeet Saigal, Archana Joglekar, Rohini Hattangadi, Ashalata Wabgaonkar, Gulshan Grover, Vishal Dutt, Kader Khan, Goga Kapoor, Mac Mohan, Harish Patel, Sudhir Dalvi
Director
Sisir Misra
Musical
Nida Fazli
Music
Jagjit Singh
Producer
Suresh Sinha
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Yeh baatein bekaar ki nahin … intezaar ki hain, ikraar ki hain, methe methe pyar ki hain
by Govinda
in Romance
tagged as: Romance

~~ ~~
2) Bhagwan ne aapko daulat toh zaroorat se zyada di hai … magar dil dene mein thodi si kanjhoosi kar gaya
by Govinda
in Drama
tagged as: Drama, Money, Religion & God

~~ ~~
3) Tumhe insaanon se nahin … paison se pyar hai
by Govinda
in Money
tagged as: Money

~~ ~~
4) Insaan apne vyavhaar, apne charitra, apni zubaan aur apne dil se amir hota hai
by Govinda
in Inspiration
tagged as: Inspiration, Victory & Success

~~ ~~
5) Raat toh gayi, magar baat nahin gayi
by Kader Khan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
6) Yeh unnees reel ki film hai … aage aage dekho hota hai kya
by Govinda
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
7) Kaale brahman pe haath uthake … tune shani ki mahadasha ko bulaya hai
by Gulshan Grover
in Action
tagged as: Action, Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
8) Bhaag kar kahan jaaogi? … darwaza dono taraf se bandh hai
by Gulshan Grover
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
9) Tere gande shareer se … teri paapi aatma ko mukt kar doonga
by Shatrughan Sinha
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
10) Inki zindagi ke lifaafe par … upar jaane ka tickut toh lagai dena
by Kader Khan
in Life
tagged as: Life

~~ ~~
11) Insaan ko insaan ka hi kaam karna chahiye … bhagwan ka nahi
by Shatrughan Sinha
in Religion & God
tagged as: Drama, Religion & God

~~ ~~
12) Sone chandi ke bartano mein khana khane waala amir nahi hota hai … aircondition caron mein ghoomne waala amir nahi hota hai … aaise sangemarmar ke bunglay mein rehne waala amir nahi hota hai … besaharon ko sahara dena waala amir hota hai … rote hue ko hasane waala amir hota hai … marne waala nahin, bachane waala amir hota hai
by Govinda
in Food & Drinks
tagged as: Food & Drinks, House, Transportation

~~ ~~
13) Daulat aapke is ghar ke nizaam ko zaroor badal sakti hai … lekin vidhi ke vidhan ko nahi badal sakti
by Shatrughan Sinha
in Money
tagged as: House, Luck & Destiny, Money

~~ ~~
14) Aaj ke baad main tujhe kahin bhi, kabhi bhi, kissi bhi waqt maar daloonga
by Shatrughan Sinha
in Action
tagged as: Action, Time

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Billoo Badshah (1989), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *