Bol Bachchan (2012) – Dialogues, Songs, Lyrics, Mistakes

Bol Bachchan 2012 Information of Bollywood movie Bol Bachchan (2012)

Details on Persons, Dialogues from Bollywood movie Bol Bachchan released in year 2012.

Genre Action, Comedy, Foreign

Persons
Actor
Ajay Devgan, Asin Thottumkal, Abhishek Bachchan, Prachi Desai, Amitabh Bachchan, Archana Puran Singh, Asrani, Krishna Abhishek, Neeraj Vora, Jeetu Verma
Director
Rohit Shetty
Producer
Dhilin Mehta
~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

Dialogues
1) Na pine hai na apple … phir bhi pineapple
by Ajay Devgan
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
2) When elder get cosy … younger don’t put nosy
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
3) Ramzan mein bhi toh ‘Ram’ hota hai … aur Diwali mein ‘Ali’
by Krishna Abhishek
in Festival
tagged as: Festival, Inspiration, Religion & God

~~ ~~
4) Tujhe paakar meri chaati aur bhi chaudi ho gayi hai … my chest has become blouse
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
5) Prithviraj Raghuvanshi satya ko Ram Ram kare hai … par jhoote ka Ram naam satya kare hai
by Ajay Devgan
in Truth & Honesty
tagged as: Drama, Lies & Cheating, Truth & Honesty

~~ ~~
6) Rishton ke fayde nahi … rishton ke mainne dekhte hai hum
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
7) Lagta hai tumhare kaan bajh rahe hai … your eardrums are playing drums
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy, Music

~~ ~~
8) Shagun bhi tabhi shagun kehlata hai … jab uski rakkam sau nahi, ek sau ek ho
by Abhishek Bachchan
in Luck & Destiny
tagged as: Drama, Luck & Destiny

~~ ~~
9) Is duniya mein aadmi ka sabse bhari bhoj … uski khali jeb hoti hai
by Abhishek Bachchan
in World & Universe
tagged as: Drama, World & Universe

~~ ~~
10) Bhale hi rishta todh do … magar kisi ka bharosa na todho
by Ajay Devgan
in Drama
tagged as: Drama

~~ ~~
11) Brother-in-law will die Tommy’s death
by Ajay Devgan
in Death
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Death

~~ ~~
12) In aankhon ki masti ke mastane hazaaro hai … kehne ko toh duniya mein maikhane hazaaro hai … is shama faroza ke parwane hazaaro hai
by Archana Puran Singh
in Shayari
tagged as: Romance, Shayari

~~ ~~
13) Meri aankhon ki surahi se meri nazaro ka jaam pijiye … dil cheez kya hai, aap meri jaan lijiye
by Archana Puran Singh
in Shayari
tagged as: Life, Romance, Shayari

~~ ~~
14) Hum chatti ka dhood yaad dila denge … I will make him remember milk number 6
by Ajay Devgan
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
15) Ache waqt ki kadhar … burre waqt ke baad hi hoti hai
by Asrani
in Time
tagged as: Drama, Time

~~ ~~
16) Eat lots and lots of akharot, tighten your langot … and fight with bear hands, no knives no forks
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Shayari

~~ ~~
17) Vazan uthane waale ki baaton mein kya vazan aaya hai … action hero ke andhar romance ka tadka nazar aaya hai
by Krishna Abhishek
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
18) Early to double bed and early to wake up fast … makes a male mard hatta katta and oversmart
by Ajay Devgan
in Shayari
tagged as: Comedy, Men, Shayari

~~ ~~
19) Aainda aaisi harkat ki … toh deshwasi se narakwasi bana denge tane
by Ajay Devgan
in Action
tagged as: Action

~~ ~~
20) Pest control yourself
by Ajay Devgan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
21) Namak khane se pressure high hove … aur namak halaali se imaandari aur high hove
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks, Truth & Honesty

~~ ~~
22) Aapko toh tauba karne ki fursat bhi mil gayi … hum mein toh ek gunaah karne ke liye yeh zindagi bhi kam pad gayi
by Archana Puran Singh
in Shayari
tagged as: Crime, Life, Shayari

~~ ~~
23) Tu murghi hai mere ghar ki … aur main hoon tera murgha, woh bhi tharki
in Shayari
tagged as: Animals & Birds, Comedy, Shayari

~~ ~~
24) Yun khafa khafa rehke tadpaoge kab tak … cameraman Yogesh ke saath Rajan Chaurasia … Aaj Tak
in Shayari
tagged as: Comedy, Shayari

~~ ~~
25) Tumhare vichaar mein toh kisi purane gaane ka achaar dala hua nazar aata hai
in Food & Drinks
tagged as: Comedy, Food & Drinks

~~ ~~
26) Manicure pedicure waxing karne ki toh umar meri hai na
by Abhishek Bachchan
in Comedy
tagged as: Comedy

~~ ~~
27) Shikaar ki khoj mein … sher bedh bakriyo ki fauj hi dhoondta hai
by Ajay Devgan
in Animals & Birds
tagged as: Animals & Birds

~~ ~~
28) Hum baar baar tere dar pe aayenge … aur ghanti bajake bhaag jayenge
by Archana Puran Singh
in Shayari
tagged as: Comedy, House, Shayari

~~~ ~~~ ~~~ ~~~ ~~~

In case there is some content missed or incorrect from the movie Bol Bachchan (2012), one can add those in comments section. Also, if there is a wrong dialogue, category, celebrity, song or lyric it can be mentioned in comments.

Comments

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *